1. highway per 120 se 130 ki speed per engine over hit karta hai - TopicsExpress



          

1. highway per 120 se 130 ki speed per engine over hit karta hai meter lal nishan tak show karta hai 2. Engine oil kam ho jata hai jo ki force one mai engine mai problem hai 3.Gear box smooth nahi hai gear lagata waqt gear tight lagta hai jo ki kai bar aatakta hai. 4.gaadi ka dhuwa a/c k saath ander aata h blower ki andar ki jo jali bilkul dhuwa k kaaran black ho chuki hai roof ko mai do baar clean karva chuka hu gaadi k andar kala dhuwa har jagha dikhai deta hai 5.one litre diesel mai 6- 7 kilometer ki average de rahi hai 6.saare darwaje aawaj krte h in darvazo me gaph hai jo ki body se darvaza kafi dur hai kabhi window glass sound karte hai jo ki force motor ki workshop me kam se kam 10 bar set karva cuka hu par uske bad bi aawaz aati hai window glass ki jo rubber bidding hai usmejo aacessary tap jo ki rubber bidding k anndar paste kar rakhi hai taki glass ki aawaz kam aai- proper rubber fitting nahi hai in k karan hawa or dust aandar aata hai gadi k. 7.agar halka sa road kharab ho to bhi gaadi ki puri body hilti hai 8.door se dust andar ata hai door se bahar ki dhoop andar dikhai deti hai jo ki darvaja or body me gaph hai 9.kabhi isska koi pipe fat raha hai kabhi coolent leak karta hai 10.turbo pipe se oil leak karta hai 11.engine ka turbo chalta waqt kai baar kaam nahi karta 12.kai baar engine chalta waqt off ho jata hai 13. back Suspension thik se kam nahi kar raha tyre body ko touch karta hai front suspension bi thk se kam nahi kar raha thoda sa road kaharab aane par aawaj karta hai. 14.Clitch mai halki race per chalta waqt gunj ki awaj hai ya to cliteh mai dikat h 15. Kai baar chalta waqt Clitch chodna per halka jathka lagta hai 16.Whipper kai baar kaam nahi karta 17.body colour 30 % tak faint ho chuka hai and roof ka paint 40 % faint ho chukka hai. 18. front & rear seats are loosed 19. FUEL METER THIK SE KAM NAHI KAR RAHA disel tank full hone par meter pura show nahi karta jabki mera gadi ka meter company doobara change kar chuki hai. 20.break kam kam karte hai. 21.break drum ka colour hat kar uspe rust lag chukka hai. 22.air conditioner me kami hai jo ki proper cooling nahi karta. 23.stering hard hai . 24. diesel ki smell window open hone par aandar aati hai. Q.1 KYA YE COMPANY KA SOLUTION HAI KI WINDOW GLASS K ANDAR TAP PASTE KAR DI JAYE ? Q.2 COOLENT BOX JO MERI FAT GAYA THA US K UPER JO CAP HAI OR JO DIESEL TANK K UPER JO CAP HAI USME GADI WORKSHOP ME AANE K BAD USME PORES KIA JA RAHE HAI HAWA K LIYE USKA COMPANY K PAS KOI SOLUTION NAHI HAI. WORKSHOP ME AANE K BAD USME PORES KIA JA RAHE HAI? Q.3 KYA GADI OVER HIT HONE PAR WORKSHOP ME JO ADJUSTMENT K NAM PAR HAME DHOKA NAHI DIYA JA RAHA?JO OVER HIT HONE KI PROBLEM SIRF MERE GADI ME NAHI OR BI KAI GADIYO ME HAI. OVER HIT JAB SUMMERS ME TEMPERATURE 35 SE 40 DEGREE TAK JA RAHA THA TAB AAPKE ENGINEERS NE MERI GADI KO HIT HONE K COMPAIND HONE K BAD CHECK KYO NAHI KIYA GAYA JO KI M WORKSHOP ME FORCE ONE LENE K BAD SE COMPLAIND KKAR RAHA HU AB AA KAR MR. AMIT PURI MERI KO CHECK KARNA CAHTE K KI GADI MEI OVER HIT HOTI HAI YA NAHI JO KI AB TEMPERATURE KITNA REHTA HAI KYA AB AAJ IS WINTER SEASON ME GADI HIT KARTI DIKHAI DEGI KYA AAP COSTOMER KO DOKHA NAHI DE RAHE MRE AVERAGE 6 -7.50 TAK KI DETI HAI JO KI COMPANY HIGHWAY PAR APKE SHOWROOM ME MANAGERS 14 SE 17 TAK KI AVERAGE BATA RAHE HAI KYA AAP COSTOMER KO DOKHA NAHI DE RAHE? GADI ME AC KAI DONO BLOWER JO BAHAR KA POLLUTION OR DUST ANDAR AATA HAI JIS ME AAGE OR PICHE JAHA BI KOI PORE HAI US ME TAPING KI JA RAHI HAI OR FORM LAGAYA JA RAHA HAI USKE BAD BI MERI GADI ME AAJ 26/10/2012 TAK BI POLLUTION OR DUST ANDER AA RAHA HAI JIS SE MUJH KO INFECTION HO GAYA HAI. Q.KYA FORCE ONE ME ITNI KAMI HONE K BAD AAP IS GADI KO LEKER YA TO HAMARE PAYMENT RETURN KARE YA HAME GADI REPLACE KYO NAHI KARTE? KYA MUJHE COURT JANA CHAIYE YA MUJHE EK BANNER PAR LIKH KAR GADI PAR LAGA DENE CHAHIYE KI FORCE MOTOR HAMKO LUT RAHI HAI FORCE MOTOR CHOR HAI FORCE MOTORS NE HAME 13 LAKH ME EK LOHE KA DIBBA DE DIYA HAI JISKO HAR HAR WEEK ME EK BAR WORKSHOP LEKER JANA PADTA HAI. MAI JALDI HI BANNER YA SARI KAMIYA LIKH KAR GADI PAR LAGA KAR FORCE ONE SHOWROOM DELHI ME MOTI NAGAR K SAMNE DAILY SUBH 9 BJE SE SHYAM 7 BJE TAK KHDI KARNE VALA HU TAKI OR COSTOMER GADI KO SOCH SAMAJKAR PURCHASE KARE JIS DIN MAI FORCE ON KI WORKSHOP ME JAUNGA OR MAI COSTOMER KO BOLNA SHURU KAR DUNGA KI COMPANY CHOR HAI HAME LUT RAHI HAI.MERE PAS AISE 20 GADI VALO KE NO. H JO HAD SE JYADA PARESHAN HAI WORKSHOP ME TAPL MOTORS MOTI NAGAR MR. VIKAS KA KEHNA HAI KI AAP COURT JA SAKTE HAI PAR FORCE MOTOR JO KAM AB KAR RAHI APKE COURT ME CASE DALNE K BAD GADI ME KOI KAM NAHI KIYA JAYEGA AAPKI KOI HELP NAHI KI JAYEGI. EK MERA 13 LAKH RS HARAM K SAMAJ KAR LUT LIYE GAYE UPER SE FORCE MOTORS DADAGIRI KAR RAHA HAI YE SAB OR FOCE ONE GADI VALO KO MILKAR ROAD SHOW MEDIA K SAMNE KUCH TIME ME KARNE VALE HAI. JASWANT KUMAR DAGAR pn no. 9871505666,9212796666,9971505666,01128017666 RZ-209 US PARK NAJAFGARH DELHI DL2C Q 7524
Posted on: Mon, 01 Jul 2013 08:20:00 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015