Abu Bakr par tabbara kartay huay Hazrat Ali AS ne farmaya: Khuda - TopicsExpress



          

Abu Bakr par tabbara kartay huay Hazrat Ali AS ne farmaya: Khuda ki qasam farzand e Abu Qahafa (Abu Bakr) ne pairaahan e khilaafat pehan lya haalaankay wo meray baarey men achi tarah jaanta tha k Mera khilafat men wohi muqaam hai jo chakki k andar is ki keeli ka hota hai. Mein wo (buland pahaar hoon) jis par se sailaab ka paani guzar kar neechay gir jaata hai aur mujh tak parinda par nahi maar sakta(Khutba No 3 Nehjul Balagha)
Posted on: Thu, 29 Aug 2013 17:14:25 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015