Dore hazer mein jahan cabl r intar net ny logo ki zendage tabdil - TopicsExpress



          

Dore hazer mein jahan cabl r intar net ny logo ki zendage tabdil ki hai wahan kofar k kalimat ko hum n apna takia kalam bana liya hai asy bohat sy alfaz hum jany anjan mein kh daty hain pr r hum ye bhol jaty hain k hum musalman hain r emain ka ek barik dhaga hai jo humry ek jumaly k khny sy kafer bana deta hai jab eman ka dhaga toot jay to us wakhat hum lakh namzen pr lein rozay rakh lein humary sub zaya hain. Short mein ye k Amery Ahly Sunat ki ye kitab bohat hi karamt hai r tamam umat e muslma k liye ek azzem tofa hai mare ap sub sy gozarish hai k plzzz ap ek bar zaror parein
Posted on: Sun, 22 Sep 2013 02:33:29 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015