•••EK BAAR WAQT NIKAALKAR••• ●●●zaroor - TopicsExpress



          

•••EK BAAR WAQT NIKAALKAR••• ●●●zaroor padna●●● April fool ka translation in roman English.. ¤ April fool ki dardnaaq haqeeqat..¤ Jab isaai afwaj Spain ko fateh kiya toh us waqt Spain ki zameen par muslamno ka itna Khun bahaya Gaya ke fateh faug ke ghode jab galiyon se guzar te the toh unke tange guthnoh tak muslamno ke Khun main dubhi hote the.. Jab qabiz afwaj ko yakeen hogaya ke aab Spain main koi bhi musalman Zinda nahi bacha hain toh unhone giraftar musalman farma rawa ko yeh mauka diya ke woh apne khandan ke saath wapas maracas (Morocco) Chala jaye..jaha se iske family and relatives aaye the.. Qabiz afwaj gernata se koi 20km dur ek pahadi par isse chhor kar wapas chale gaye.. Jab issai afwaj musalman hukmarano ko apne mulq se nikal chuke joh hukumati jassoos gali gali ghumte rahe ke koi musalman Nazar aaye toh usse shaheed kar diya jaye joh musalman Zinda Bach Gaye woh apne ilake chord kar dusre ilakoh main jaa basee Aur waha Jakar apne galoh main talibe Dali Aur issai naam rakh liye, ab zahir main Spain main koi musalman Nazar nahi Aa raha tha Magar abhi issai yoh ko yakeen tha ke Sare musalman Qatal nahi huve kuch chhup kar apni shanat chupakar Zinda hain ab musalmano ko Bahar nikalne ki tarqibe Sochi jaane lagi Aur phir ek mansuba banaya Gaya pure mulq main elaan huva ke 1st April ko tamam musalman gernata main ek ikaththaa hojaye tha ke inne inke mulq bhej diya jaye.. Jaha woh jana chahe ab kyunki mulq main aman Kayam ho chuka tha Aur musalmano ko Khud zahir hone main koi khauff mehsus nah huva march ke pure mahine main aylanat hote Rahe.. Al hamrah ke nazdik bade bade maidanoh main tent banaye Gaye.. Paani ka Jahaz dock par aake thahar jaate musalmano ko har Tariqe se yakeen dilaya Gaya ke inke kuch nahi Kaha jayega . Jab musalmano ko yakeen ho Gaya ki ab humare saath kuch nahi hoga toh woh Sab gernata main ikaththaa huve. Isi tarah huqumat ne tamam musalmano ko Jama kiya Aur inki badi khatir ki yeh koi 512 phele 1st April ka deen tha jab tamam musalmano ko paani ke jahaz main bitaya Gaya musalmano ko apna watan chhord the huve takleef ho rahi thi Magar aitminan tha ke jaan toh Bach jayegi, dusri Taraf issai hukmaran apne mehlat main jashn mananeh lage. Jane walo musalmano main budde, jawan, Aurte, bache Aur mariz bhi the ! Jab jahaz Samandar ke bich main pahuncha toh planning ke hisaab se Inhe gahare paani main dubo diya Gaya. Aur iss tarah se tamam musalman Samandar main abdi neend sogaye. Iss par Spain Main Khub jashn mañaya Gaya ke Humne kis Tarah apne dushmano ko bewakoof banaya fir yeh din Europe ka azim fateh din ban Gaya.. Aur isse angrazi Main 1st April fool ka naam de diya Gaya (yaani 1st April ke bewakoof) aaj bhi ise duniya main yeh din mañaya jaata hain logo ko juth bolkar bewakoof banaya jaata hai !!! IS RASAM KE NUQSHANAT: 1) dushmano ki Kushi Main shirkat karna. 2) nifaq main dub jaana. 3) jhuth bolna. 4) ALLAH ki narazgi. 5) joh musalman behen bhai shaheed huve unki khushi mañana. 6) musalman behen, bhaiyoh ko musibat main dalna. 7) duniya Aur Akhirat main tabahi tabahi hain. ●●●kyaa ab bhi hum april fool manaayenge???●●● April fool nahi mañaya jaana chaiye iss message ko zyaada se zyaada share kijiyen!!
Posted on: Thu, 27 Mar 2014 07:38:31 +0000

Trending Topics



v>

Recently Viewed Topics




© 2015