Ek bar kumar mumbai-delhi rajdhani exp train me beth gaya usko - TopicsExpress



          

Ek bar kumar mumbai-delhi rajdhani exp train me beth gaya usko surat jana tha som: kaha jana hai bhai kumar:surat som: magar ye rajdhani exp hai surat nai rukegi kumar:oh god.. Bhai mera surat jana jaruri hai koi tarkib batao som:ek rasta hai surat me gadi rukegi nai bt slow jarur ho jati hai agar tez dodna aata ho to utar sakte ho kumar:are bhai dodne me to apna 1st no.Hai som:ok mai bolu tb utar jana ku6 der me surat aaya gadi slow hui som: abe kud ja kumar kud ke dodne laga bt itna tej doda k agle dibbe tak pahoch gaya waha kamal khada tha wo socha isko train me chadhna hai to hath pakad ke andar khich liye bechara jaan ka khatra utha ke utra tha.. Delhi pohoch gaya :p
Posted on: Sun, 15 Sep 2013 05:42:24 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015