Jabardast Joke.. Banta to Santa.. Banta:" Yaar Santa Maan lo tum - TopicsExpress



          

Jabardast Joke.. Banta to Santa.. Banta:" Yaar Santa Maan lo tum bus me safar kar rahe ho.. Tumhare pet me jabardast gas ban gayi hai.. Itteffak se gaana zor se baj raha hai.. . Aur mauke ka fayda uthate hue tune bhi bade smartly trick se gaane ki dhun me dhun milate hue releas kr di.. . . Aur kisi ko pata bhi nahi chala..jab tum utarne lage to tumne dekha sab tumko ghoor rahe hai Aur achaanak tumko yaad aaya ki.. . . . . . . . Gaana to aapne Headphone par Chalaya tha... Hahahahaha
Posted on: Sat, 29 Jun 2013 16:30:57 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015