Koi love song sunaaoun aisaa bechaaraa bhi nahiin houn Pairon pe - TopicsExpress



          

Koi love song sunaaoun aisaa bechaaraa bhi nahiin houn Pairon pe main gir jaaoun gham ka main maara bhi nahin houn Qeemat meri kyaa hai gar samajh sake to samajh bhi le tu Main jo bhi houn so houn par kaun hai tu aur hai bhi kyaa tu Ye bechaini ye aahein kiske liye bharti hai Aanaa hai aaja varna jaa re jaa re tu Teri rangat mein ye jaadoo meri ulfat ne diya hai Aana hai aajaa varnaa jaa re jaa re tu..
Posted on: Tue, 15 Oct 2013 16:03:22 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015