Medical Research Kehti Hai Ke Dil Pure Jism Ko Khoon Supply Karta - TopicsExpress



          

Medical Research Kehti Hai Ke Dil Pure Jism Ko Khoon Supply Karta Hai. . Lekin Dimaag Dil Se Uper Hone Ki Wajah Se Khoon Puri Speed Se Dimaag Tak Nahi Puhunchta or Ye Kami Dimaag Ki Kamzoori Or Depression Ki Wajah Bannti Hai. . Insaan Din Mei Ek Martaba Bhi Aisi Position Me Aaye Ke Us Ka Dimaag Us Ke Dil Se Niche Ho, Jis Tarah Musalmaan SAJDA Karte Hai Tuo, Khoon Sahi Tarah Se Dimaag Tak Pohunch Jaata Hai. . Jis Ki Wajah Se Khoon Dimaag Ko Taro Taaza Rakhta Hai. . Subhan Allah . Tum Apne Rab Ki Kaun Kaun Si Nemato ko Jhuthlaoge. . Zara Sochiye Jo Banada Din Me 5 Daafa Allah Ke Samne Jhukta Hai toh Us Ka Dimaag Kitna Fresh or Tazaa Rehta Hoga. . Allah Hame 5 Waqt Ki Namaaz Ki Pabandi Naseeb Farmaye ba jamaat. Aameen : by Mona khan s
Posted on: Mon, 29 Jul 2013 21:36:18 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015