Meri yaad ayegi tumhe jab me dur chala jaunga.. dur itna ki kabhi - TopicsExpress



          

Meri yaad ayegi tumhe jab me dur chala jaunga.. dur itna ki kabhi laut kar nai aunga, ab tak tumhare dil me rehta tha, fir tumhari yado me bas jaunga, yaad ayegi tumhari baate or mulakate, magar tumse kabi mil nai paunga, tadpogi tum bhi mere bare me soch kar, magar me fir najar nahi aunga, tumhe jaan se jyada chahta hu, magar me saabit nahi kar paunga, log kehte he pyar amar hota he firto me khud ko hi amar kar jaunga, mere payr ko sahara dena tab jab akhri dam par tumhe bulaunga, meri yaad aye to raat ko bahar akar dekhna, me ek chamkta hua tara ban jaunga, aasu mat bahana mujhe yaad karke warna naraj me ho jaunga, suna he 7-janam milte he insan ko, wada raha, baki 6-janam tumhare sath bitaunga...
Posted on: Wed, 17 Jul 2013 04:34:26 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015