Tum roth jao mujh se aisa kabhi na karna,, Mein ek nazar ko - TopicsExpress



          

Tum roth jao mujh se aisa kabhi na karna,, Mein ek nazar ko tarson aisa kabhi na karna,, Mein pooch pooch haroon,, so so sawal kar k,, Tum kuch jawab na do aisa kabhi na karna ,, Mujh se hi mil k hasna,, Mujh se hi mil k rona, Mujh se bichar k ji lo,, Aisa kabhi na karna,, Tum chand ban k rehna,, Mein dekhoongi tum ko,, Kisi roz tum na niklo , aisa kabhi na karna,, Tum chale jao jab bhi Tu dekhon tumhara rasta, Tum lot k na aao aisa kabhi na karna!!!!
Posted on: Sat, 27 Jul 2013 19:25:48 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015