Ye na thi hamari qismat k wasa-e-lay yaar hota, agar aur jeetay - TopicsExpress



          

Ye na thi hamari qismat k wasa-e-lay yaar hota, agar aur jeetay rehtay ye he intazaar hota, teray waaday par jeeay hum,to ye jaan jhut jana, k khushi sy mar na jaatay agar itbaar hota, ye kahan ki dosti hai k banay hain dost nasih, koi chaara saaz hota koi gamgasaar hota, gam agarchaa jaan gasal hai py bachpan kahan k dil hai, gam ishg gar na hota gamay roazgaar hota, kahun kis sy me k kya hai,shab gam buri bula hai, mujhay kya burra tha marna agar aik baar hota, huay mar k hum jo ruswaa,huay q na garaky daraya, na kabhi janaza uthta na kaheen mazar hota …
Posted on: Wed, 18 Sep 2013 11:39:38 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015