aaj bharat ki tarrakki me sab se badi badha hai brahstachaar,aur - TopicsExpress



          

aaj bharat ki tarrakki me sab se badi badha hai brahstachaar,aur ghaple.log in ko andekha karte hai,lekin ek choti si baat log sochen to pata padega ki yah bahut hi gambheer baat hai ,jab aam janta se sarkaar tax ke roop me,suvidha kre roop me (bijli,pani ke bill) paisa vasoolti hai aur janta ki suvidha ke ke liye kharch kiya jaata hai yahaan tak to theek hai,lekin asli kahani yahin se shuroo hoti hai aam janta ko kachi pakki suvidhaye(sadak,pani ,overbrige,light)dekar adhiktar paisa brahst neta,thekedaar,yantri,santri ki bhet chadh jata hai yani miyan ji ki jooti miyan ji ka sar...ab waqt aa gaya hai ye sab badalne ka to jago bharat ke naojawan aur dikha do duniya ko ki hamara bharat vishv sikhar ke layak hai......jai hind
Posted on: Fri, 05 Jul 2013 07:40:25 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015