Lady 1 : tumhare beta aur beti ki shadi hui hai.. tumhari bahu - TopicsExpress



          

Lady 1 : tumhare beta aur beti ki shadi hui hai.. tumhari bahu aur damaad kaise hain ? Lady 2 : meri bahu to bahut buri hai.... roz late uthti hai aur mera beta uske liye chai bnata hai Ghar ka koi kaam nhi karti Aur jab dekho mere bete se bahar khana khane ke liye kehti rehti hai Lady 1 : aur tumhara damaad ? Lady 2 : mera damaad to farishta hai.. roz subbha meri beti ko chai bna ke pilata hai aur wo aaram se uthti hai... ussee ghar ka koi kaam karne nhi deta aur ussee aksar bahar khana khane le jata hai... aisa damaad sabko mile. :p #barbie
Posted on: Mon, 28 Oct 2013 02:56:53 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015