✧ ✧ ✧ - TopicsExpress



          

✧ ✧ ✧ ▂▂▂ ▍ βɪѕмɪнɪ тαααʟα ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔ EID-MILAAD-KAB-SE-SHURU ┄─━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━─┄ IRAQ ke sheher MOSUL ka ilaaqa IRBIL ka Badshah, MALIK MUZAFFAR ABU SAYEED ne sabse pehle, [Nabi(SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam) ki WAFAAT ke 614 saal BAAD, Mutabik 625 Hijri Me] Eid Milad ki BIDDAT ko AIJAAD diya. Is se Pehle, Zamana is BIDDAT se paak tha. Malik Muzaffar, Milad ki Mehfil Me, jis par - 100 Ghode, - 5,000 Bakriyon ka gosht, - 10,000 Murgiyan, - 30,000 Halwe ke pede - 1,00,000 Pyaliyan, ka Dastar-Khwaan sajaaya aur NAACHNE GAANE wale SOOFIYON ko bulaya aur Soofiya ki Mehfil-e-SaMaa Munaqid ki gayi, jisMe Soofiyon ne ZOHAR se le kar agle Din FAJR tak, Raat bhar NAACHA, KOODA, JHOOMA aur DHOL peeta. (jiske liye wo Mashhoor hain). ʀєғєʀєηcє: al-Bidaayah wal-Nihaayah. Jild 13, pg 160. (Ibn Katheer) 💐Whatsapp islamic Msg💐. 📱: +917666239168. ▂▂▂ ▍▍ ✧Hαq кï βααт✧ ▍▍ ✧Lαgтï нαï кα∂พï✧ ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
Posted on: Sun, 04 Jan 2015 11:06:35 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015