1.Aya dour ab Naye AshiQ Ka purane Ashiqo ne azamana chaha? batao - TopicsExpress



          

1.Aya dour ab Naye AshiQ Ka purane Ashiqo ne azamana chaha? batao kya kr sakte ho tum apni mehbooba k liye? hum ne tho Qurbaan kr di thi Jaan un k liye Sun k sawal New Ashiq hass pada bola jo dard sahaa hai tumne uska waqt kam tha bola hum ne tho guzari dard bari zindagi aisi lo sunatha hoon Aap beethi apni un k liye my apni sari Umar guzar di khoon k Asansu the jo rukne k intezar me guzaari isi dauraan chali gayi benaayeei hamari magar wo ab tak b lout k na ayi 2.Hum wo Ashiq hai jo Surath se nahi Sirath se pyar krthe hai, jis par jaan hum apni nishawar krthe hai, kehne ko tho sabi Ashiq kehte hai, Magar Hum wo Ashiq hai jo apni mehboob ki izaat k khatir hum apni Mohbbt b chupa sakte hai. 3.Ye Ashiq ki hai nayi daastan, sun k sabi log hogaye pareshaan, mohabt ki ladayi me jeet hi gaya tha wo, apni mehbooba ko gar le aya tha wo, khusi se tho ek din beet gaya, Dusre hi din wo Late bangaya, sare barathi hogaye pareshaan, sun k NauShah pahunch gaya kabrastaan.. 4.Ashiq ka tho ab Khoon hogaya sun k dushman khush hogaya goan k ladkiya ka behaal hogaya rothe rothe keh rahi hai Hye ye kya hogaya ek thu hi tha apna jo aj jhuda hogaya sun k dhusman khush hogaya bola le my agaya sun kr ladkiya rone lagi apne yaar ko pukaar ne lagi Khuda ko ye manzoor na hua beja ek naye Ashiq ko jo Athe hi bola ruk jao meri jaan mat ho hayeraan khudha ne AZMAYA tum ko kr k pareshaan ab hum baga dhenge sare shaitaan 5.Ashiq ye tumara hai, dil jis pe hara hai, Kaho jo b kehna hai, Sunne jo ye Ashiq behta hai. Chedo jitna chedna hai, satao jitna satana hai, magar fir b ye Ashiq Tum pe hi martha hai. 6.Ek seek hum thume sikha denge apna exprience tumhe batha denge Na karna mohabbt haseeno se ye dil badi asani se tod dhenge keh k dost ye Ashiq ka Sath badi asani se shod denge inki batho pr na krna wishwaas ya hi aksar doka dejayenge kar k barosa inpar apne hi pair pr hum khulhadi marlenghe 7.Na bansaka mohbbat ka rishta hamara bikar gaya dil jo tha armaano bara bangaya ek naya rishta unse hamara keh k dosti sath choda hamara shayad upar wale ko na manzoor tha milan hamara isliye tootwadiya Ashiyana hamara Na krna mohabbt aye dost shadi se pehle warna bn k rehjaoge devdaas mouth se pehle 8.Shayro ki mehfil me aya hai naam hamara, krthe jb shayari tho atha hai sabi ki wah wah ka ishara pr usme koyi samjtha nahi dookuon ki dastaan hamara 9.Chere se wo yun nakab atane ko ktrathe gaye batho hi bhato me betaabi badathe gaye hum taras gaye dekne wo haseen chera-e-munavr itni thi quaish k wo tukra k chale gaye itna gehra sadma pahuncha is nadaan dil ko bikre armano ko simaet na sake huwa qudart ka karishma aisa dekane wo chera hame beauty parlour kolna padha fir wo naqab hatana hi tha hame tho chumne ka mouka mil gaya. 10.Clas me jab b unka zikar atha hai! Answr paper pr kalam chalna shuru hojatha hai, lik dhethe hai dastaan e mohabat, pr kambkt wo teachr tak pahunch jata hai. 11.Ek haseena pe ye dil atka, husn jiska aftab sa chamka! Ankhen hai inki payari, jispe lut gayi sari umr hamari, daek kr hame jb ye muskuraye. sabi gum humne bhoolaye, jisko dekne ki kwaish ho 1bar souncho Agar wo bn jaye Malika e AshiQ ek baar bus itni si ilteja krthe hai hum ruswa na hona kabhi hum se Tum 12.Ek haseen ladki ne hame diwana banaya! Krna tha use dillagi isiliye hame istemaal me laya! Wo janthi na thi hum ek nazuk Dil insaan hai Dhe baite Dil ab baki jism bejaan hai 13.Dil thod diya app ne humara ab ek akri ehsaan kardo Mohabbat me Paani na sahi Zehar hi peela dho 14.Jaane Aap Apne Hai Yea Begana Hai Par Accha Lagta Hai, Do Pal Apke Saath Bitana, Rista Hai Jaane Kya Apse Mera, Par Khuaabo Me Apka Aana, Accha Lagta Hai, Kehne Ko Jb B Ye Socha Mene Ki Ap Haan Keh Degi Ab Lekin Apka Na Keh Jaana Accha Lagta Hai, Yaqn Nahi He Sayad Aapko Ki Gam Mohabbat Me Hi Milte He, Phir B Dil Ka Muskuraana Accha Lagta Hai, Nazroo K Milane Se Hi Dil Ki Tabahi Suru Hoti Hai, Phir B Apse Nazre Milana Accha Lagta Hai, Nahi Pata Ki App Hame Pyaar Karte B Hai Ya Nahi, Phir B Apke Khayalo Me Kho Jaana Accha Lagta Hai 15.POETRY 4 BRIDE Sehre ko wo saja k aye, maa baap ki kushiyun ko lehrate aye, gar ko kushiyan lejane aye! Huzoor ki sunnath ko ammal krne aye kasam ye kuch kane aye! Nibayenge bhabi ka sath jb tak ye rooh na jaye! Dua tho sabki ye lene aye, kali na jaye koyi misri badam ye laye! Bhai behno ki kushi ka koyi pata nai sab ko kushi ye lekar aye! Bade buzurgaon ki ho jb dua hum pr. Rahenge saath hum zindagi br. Ye kehne aye! 16.Hum ne ek aisi ladki se mohabbt ki hai, jo thodi nahi bahot sharmili hai, Hum ne jb b unhe prapose kiya, Unhone simple sa ek jawab diya! Jo muje na samaj Aya? Wo kehte hai k unke parents ki marzi! Tab myne kaha k miya bivi razi tho kya karinge parents aur Qazi! 17.Hamare sabr ka wo imtihan leti gayi, humne ki unse mohabt jo uski saza likthi gayi, ye na kehti k ye saza hai tumari, Aur kabi na sounchti kya hogi iski majboori, wo Agar samjthi hai k hum un k layaq nahi, tho fir saaf saaf Wo kyun kehti nahi. K hum us k qaabil nahi. 18.Hum ne tho unki or dosti ka hath badaya tha par unhone hamari naadani ka galat istemal utaya bana diya hame jo hm kabi na chahte the band diya hame bhai k rishte me jo charane wale dage se is se bad kr gam kya hoga jo sirf saha jaye unki yado se Wo keh b diye tho kya hoga wahi hoga jo mazoor e Qudha chahe 19.Tod diya dosti ka rishta hamara jo tha sadiyo purana Shayad unhe mil gaya koyi aur yara Jane dho yaro ye galati hamari hi hogi jo lagayi thi aas wo Sunehri na hogi unhe pasand hoga koyi aur jo humse smart hoga pr unhe abi tak pata nhi k dil se wo gareeb hoga Hm ab aur na chahenge aur na kisi ko dil deynge ye huyi thi humse galti jo ab sudhaar lenge na dhenge ye dil ab kisi ko aur na pachtayenge kabi jo huyi hai katha na dhuarayenge kabi. 20.Jo na kehni thi bhat wo kehgaye, Jo kiye the wade wo mukar gaye, wo kya jane zakm kitni chot dega, ye tho unhe tab pata chalega, jab unka koyi doka de jayega!
Posted on: Fri, 21 Jun 2013 17:51:16 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015