1. highway per 120 se 130 ki speed per engine over hit karta - TopicsExpress



          

1. highway per 120 se 130 ki speed per engine over hit karta hai meter lal nishan tak show karta hai 2. Engine oil kam ho jata hai jo ki force one mai engine mai problem hai 3.Gear box smooth nahi hai gear lagata waqt gear tight lagta hai jo ki kai bar aatakta hai. JABKI MERE GEA OX KA KAM KIYA GAYA HAI USKE BAD B DIKAT HAI 4.gaadi ka dhuwa a/c k saath ander aata h blower ki andar ki jo jali bilkul dhuwa k kaaran black ho chuki hai roof ko mai do baar clean karva chuka hu gaadi k andar kala dhuwa har jagha dikhai deta hai 5.one litre diesel mai 8- 9 kilometer ki average de rahi hai 6.saare darwaje aawaj krte h in darvazo me gaph hai jo ki body se darvaza kafi dur hai kabhi window glass sound karte hai jo ki force motor ki workshop me kam se kam 10 bar set karva cuka hu par uske bad bi aawaz aati hai window glass ki jo rubber bidding hai usmejo aacessary tap jo ki rubber bidding k anndar paste kar rakhi hai taki glass ki aawaz kam aai- proper rubber fitting nahi hai in k karan hawa or dust aandar aata hai gadi k. 7.agar halka sa road kharab ho to bhi gaadi ki puri body hilti hai 8.door se dust andar ata hai door se bahar ki dhoop andar dikhai deti hai jo ki darvaja or body me gaph hai 9.kabhi isska koi pipe fat raha hai kabhi coolent leak karta hai 10.turbo pipe se oil leak karta hai 11.engine ka turbo chalta waqt kai baar kaam nahi karta 12.kai baar engine chalta waqt off ho jata hai 13. back Suspension thik se kam nahi kar raha tyre body ko touch karta hai front suspension bi thk se kam nahi kar raha thoda sa road kaharab aane par aawaj karta hai. 14.Clitch mai halki race per chalta waqt gunj ki awaj hai ya to cliteh mai dikat h 15. Kai baar chalta waqt Clitch chodna per halka jathka lagta hai 16.Whipper kai baar kaam nahi karta 17.body colour 30 % tak faint ho chuka hai and roof ka paint 40 % faint ho chukka hai. 18. front & rear seats are loosed 19. FUEL METER THIK SE KAM NAHI KAR RAHA disel tank full hone par meter pura show nahi karta jabki mera gadi ka meter company doobara change kar chuki hai. 20.break kam kam karte hai. 21.break drum ka colour hat kar uspe rust lag chukka hai. 22.air conditioner me kami hai jo ki proper cooling nahi karta 23.stering hard hai 24. diesel ki smell window open hone par aandar aati hai. ye sab kab tak chalta rahega warrnty 3 saal hai is k baad kya hoga force one ka kab tak mai is ko work shop mai le kar jaata rahuga 25.DEFENCEL MAI KAFI GUNJ HAI MERI GADI K DEFENCEL KO AMIT PURI CHECK KAR CHUKA HAI PAR USKE BAD B DEFENCEL KI GUNJ JA NAHI RAHI HAI MERE GADI KA DEFENCEL KA OIL 14000 KM PE CHANGE HUA HAI JISKA JO OIL DEFENCEL KA CHANGE HUA VO BAHUT HI JYADA QUANTITY MAI KHARAB THA JAB KI COMPANY NA APNI SERVICE BOOK MAI DEFENCEL KA OIL 40000 KM PAR CHANGE KARVANE K LIYA LIKHA HUA HAI TO AAP LOGO NE 14000 KM PAR DEFENCEL KA OIL KYO CHANGE KIYA 26.MERI GADI K GEAR BOX KA 18000 SE 19000 KM PAR CHANGE KIYA GAYA GEAR BOX K OIL KA B BHOT BURA HAL THA JO KI BHOT JYADA GADA HO CHUKA THA JAB KI COMPANY Ka GEAR OIL B 40000 KM PAR APNI SERVICE BOOK MAI DE RAKHA TO 18000 KM P MERA OIL CHANGE KYU HUA 27.MERI GADI KA AC JABSE MAINE GADI LI hai TAB SE KAM NAHI KAR RAHA AB FIR GARMI AANE PAR AC KI COOLING NAHI HAI GADI K ANDAR AC BILKUL HI KAM NAHI KAR RAHA MAI APNI GADI FORCE ONE KI JISKA NO. DL2C Q 7524 HAI KAI BAR COMPLAINED KAR CHUKA HU OR MAIL B KAR CHUKA HU PAR MUJHE NA TO KOI JAVAB MILTA HAI NA MERRI MAIL KA KOI JAVAB DIYA JATA HAI M COMPANY MAI KAI BAR BAT KAR CHUKA HU USKE BAD B KOI SOLUTION NAHI NIKAL RAHA JABKI MAI COMPANY MAI KARIBAN JAB SE GADI LI HAI TAB SE AB TAK 30 SE 40 BAR WORKSHOP JA CHUKA HU JASWANT KUMAR DAGAR FORCE ONE DL 2C Q 7524
Posted on: Sat, 01 Jun 2013 02:14:40 +0000

Trending Topics




© 2015