3 sardar picnic par gae wahan ja kar yad aya k pepsi to ghar bhol - TopicsExpress



          

3 sardar picnic par gae wahan ja kar yad aya k pepsi to ghar bhol gaye Decide kia ki sab se chota sardar ja kar pepsi le aaye Chota sardar:Main is shart par jata hun k tum mere ane tak samose nahi khao ge Dono ne kaha thik hai 1 din guzar gaya sardar ni aya 2 din guzr gaye 2no ne socha k ab samose kha lne chahye Jaise hi samosa uthaya chota sardar ped k peche se nikal k bola.... Aisa karo ge to main nahi jauga.
Posted on: Wed, 04 Sep 2013 09:17:36 +0000

Trending Topics




© 2015