#595 female Main pehle arranged marriage meviswaas rakhti thi. - TopicsExpress



          

#595 female Main pehle arranged marriage meviswaas rakhti thi. Ye itne dino seIndia me chalta aa raha hai aur tumhi batao tumhaare parents tumhaareliye ladka dhoonde to achcha hi hogana? Par condition ye bhi hai ki tumhejo ladka achcha lage, usko hug bhinahin kar sakti, use kiss bhi nahinkar sakti par tumhaari shaadi jisseho, wo kitna bhi bhondu dikhta ho,wo tumhaare saath jo chaahe kare.Iski full right hai uske paas. Tum usemana karo, tab wo zabardasti bhi karsakta hai, violent ho sakta hai aur koirule nahin hai Constitution ki jisseuske khilaaf action liya ja sake. Kya yesahi hai?Kya parents ki hi phaislakarna chahiye?Ye galat lagta hai mujhe..parentshame khush dekhna chahtehain..choice me hamesha unka finalhaath hona chahiye par uss personke saath baaki lyf to hame hibeetaani hai. Hame jitna mann, ussladke se milke use jaan lena chahiye,uski past life ke baare me jaan nachahiye phir well-informed choicekarna chahiye.Kya ye zyaada achcha nahin hogafriends? ans_prblm parents ki purani soch hi ni pr male dominated society ki bhi h..bt ye kehna shi ni hoga ki purana sb glt h, pr kch sudhaar hona bnta h..jaise koi proposal parents leke aye thik h pr ldki/ldke ka khud k choice ko preference dena (agr koi h toh), ldki ki sarv-gun-sampannta dkhne k sath ldke ka bhi total chk up hona, proposal ka ok krne me ldke ki jitni right h utni ldki ki bhi hona, ldki ldko me itna communication hona jisse 2no ek dusre ko acche se jaan pehechan ske ! dikkt yha ye h ki sbka manna h ki parents (unme bhi zyadatr male members) hi sb taiey krke jise chune use ldki ko aankh bnd krke apna lena hoga, qki barso ki yhi parampara h.. #dhruv
Posted on: Thu, 04 Sep 2014 07:26:25 +0000

Trending Topics



>

Recently Viewed Topics




© 2015