A story by Anonymous My younger chachu. unkii shaadi thii toe - TopicsExpress



          

A story by Anonymous My younger chachu. unkii shaadi thii toe humara ghar under construction thaa. humareyy ghar me joo maasi kaam kartii thi unko humney side me plot tha humarey ghar k barabar me bilkull. wahan par jagah di thi rehney k lyeee temporary! toe chachu ki mehandii se 1week pehley ghar full complete hogya tha. unki mehnadi k din hum sb tayarrr theyy aur ghar ke bahar khareyyy they papa ka wait kar rhey theyy ke wo nkle aur bs hum Hall jaein. Maasi bhi humarey sath he thi aur unka beta bhiii, par unki tabyat thek nhi thi toe wo ghar par thi apney, toe hum ns nikalney waley he they achanak uski awaaz aii cheehkh maarney ki. toe maasii bhaagi aur dekha ke uskaaa sar phata hua thaaa and bleeding ho rhi thi. Usneyy bataya ke kisi ne humari rrooof se uspey BRICK phenki hai :/ humein yaqeen nhi arha tha. Par humney roof pe jaa kar dekhaa tha newly made boundary wall jo hoti hainn na. uskeyy centre se aik brick nikal kar barabar waly plot me maasi ki beti k sar pe lagi :/ we all were shocked :O kuchh smjh nhi aya aur mehandi ka function bhi tha toe sb bhool gae. jub wapas ghar ae toe 2 bj rhe they and bs atey he sb apne apne room me gae aur taqreeban 03:30 tk sb sogae they. mujhe abhi bhi time yaad hai 5 bjne me 15 mint they mama uthi aur papa se kaha ke koi chaht pe pani phenk rha hai bht zor se awaaz arhi hai. papa ne chachu waghera ko uthaya aur hum bhi uth gae itney me. hum sareyy gents upar gae dekhneyyy. Q.k awaaz bht clear arhi thi jese koi bucket full pani ka bhar bhar ke phenk rha ho. par hum jub upar gae toe wahan just bucket thi and puri terrriss pe. There wasnt a single drop of water. Humein kuch samajh nhi aya :/ darr toe laga par papa walon ne sbse kaha ke sojao koii baaat nhi... us din k baad aj bhi me apne room me hota hun toe upar se awaaz ati hai jesi koi bhag rha hai. Ya koi uchal kood kr rha hai :/ but ab aadat hogai hai toe ziada darrr nahi lagta.... & ALLAH kaa shukarrr hai ke aaj tak humari family me ksi ko nuqsaan nahi pohnchaaa aur ALLAH na kare ke pohnche :/
Posted on: Tue, 30 Sep 2014 23:10:48 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015