Aaj dopa har me achanak aankh lag gayi. Sapne me dekha ki Mai - TopicsExpress



          

Aaj dopa har me achanak aankh lag gayi. Sapne me dekha ki Mai prabhu chawla ki tarah raj babbar aur rashid saheb ka interview le rha hu. Ab Jo recording hui, vo jas ki tas chhapne wali to nhi h par precisely, ek to dono Bimar buzurg neta hai, dusre us samay daru khane ke aage khane the. Hawai soongh se hi tunn ho Gaye, usi jagah media walo ne ak 47 ki goli as sawal daag diya. Kahna chhahte the ki dilli Mumbai me to 10-5 rupee me to pet bhi khali hona mush kill hota hai par Bimar hone aur tunn hone ke Karan Bhagwan Jane sasura mu se ka abhuvay diya. Ab jhonk ki baat ko public Tina serious le legi to kaise chale ga? Ab ka garibo ke liye dhaba khol le. Bakkaito ko Balkan dev
Posted on: Thu, 25 Jul 2013 18:17:58 +0000

Recently Viewed Topics




© 2015