Aaj kal ye bahot common baat hai ke koi Ladka kisi Ladki seSocial - TopicsExpress



          

Aaj kal ye bahot common baat hai ke koi Ladka kisi Ladki seSocial networking sites per ghanto chatting kare, aur uske bure results bhi sabke samne hai, BUT ye aur danger tab hota hai jab ye kaam koi shakhs Islam k naam per karta hai… Nahi samjhe?? Kuch log Islamic posts sirf isliye karte hai k doosre log unse impress ho jaye, (Kisi par ilzam nahi hai but ye aaj kal ho raha hai) phir kamzor iman wali ladkiya ya ladke is baat se impress ho jate hai ke ise shakhs ko kitni Islamic knowledge hai and phir baat comments se badh kar personal chatting me convert ho jati hai aur kuch hazrat to direct Shadi ka proposal pesh kar dete hai... Astaghfirullah is it a right way of marriage??? Kisi bhi shakhs k Facebook par islamic post dalne ka hamesha ye matlab nahi hota k wo utna hideendar hai,,, ya kisi ka eamaa aap uske dadhi ya Hijaab se nahi naap sakte, so be careful of this dangerous trick of Shaitaan.. May Allah save all of us from hidden tricks of Shaitaan.Aameen. Talib e Dua
Posted on: Fri, 05 Jul 2013 07:03:13 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015