Abu hurairah radi allah taala anhu bayaan karte hain ki nabi - TopicsExpress



          

Abu hurairah radi allah taala anhu bayaan karte hain ki nabi kareem sallallaahu alayhi wa sallam ne farmaaya : jo shaqs wudhu kare aur acha wudhu kare fir jummah ke liye aaye aur gaur se khutba sune aur chup chap rahe to is jummah se us jummah tak ke mazeed (extra) teen din ke gunah baksh diye jaate hain. Aur jo khutbe ke darmiyaan kankriya se khela usne wahiyaat kaam kiya Sunan abu dawood Hadees no 1050 Grade sahih
Posted on: Thu, 14 Nov 2013 04:54:12 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015