Achievements of KPK in 100 Days 1- KPK men Matric tak - TopicsExpress



          

Achievements of KPK in 100 Days 1- KPK men Matric tak education free kar di gayi hai 2- Peshawar men pakistan ka sab se bara Birth Hospital tameer ho raha hai 3- Common education System ki 1st phase implement kar di gayi hai 4- 2 Power project tayar ho kar 50 MG electricity produce kar rahe hai. jab k 9 projects still in construction phase hain 5- Online FIR system introduce karwaya geya hai 6- Bus Court System Introduce karwaya geya hai rapid justice k liye 7- Right to information ka haq diya geya hai kpk ki awaam ko 8- Aane wale baldiyati intakhabaat men Computerized Voting System Introduce kiya ja raha hai 9- Yateemon aor bewa aorton ki lists tayar ho rai hai. jin ki kafaalat kpk ki government kare gi 10- Curroption intehayi kam ho chuki hai kpk men 11- Police ko unpoliticezed kar diya geya hai 12- Police ko heli copter se le kar tumam modern equipments provide ki ja rai hain 13- Political bhartian khatam kar di gayi hain 14- Nasaab men Islamic Litrature phir se shamil kiya geya hai jo pehle nikal diya geya tha ye sab kuch sirf 100 dino ki performance hai. Ise hi change kehte hain
Posted on: Sun, 27 Oct 2013 11:14:33 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015