Adarniya sabhapati mahodaya …atithi vishesh shikshan mantri shri - TopicsExpress



          

Adarniya sabhapati mahodaya …atithi vishesh shikshan mantri shri R D tripati ji ..maanyaniya shikshagan aur mere piyaaare sahpatiyo …aaj agar I.C.E aasmaan ki bulaaandiyo ko chhu raahaa hai ..to uska shreya sirrf ek insaan ko jaata hai Shri Veeru sahastra buddhe ..give him a a big hand ..he is a great guy really you are Peechle buttis saal se inhone nirantar is college mein balatkar pe balatkar kiye ………umeed hai aagey bee karte rahege ..hami to aashcharya hota hai ki ek insaan apne jeevan kaal mein itni balatkar kaisi kar sakta hai …….…inhone kadi tapaasya se aapne aapko is kaabil bunaya hai ..waqt ka sahi upyog ghante ka purna istemaal koi inse seeke ..seeke inse seeke …. aaj hum sab chaatra yaha hai ..kal desh videsh mein fail jayenge ..waadaa hai aapse jis desh mein honge waha balatkar karenge I.C.E ka naam roshan karenge …dika [dikha] denge sabko jo balatkar Karne ki shamtaa yaha ke chaatro mein hai wo sansaar ke kisi chaatro mein nahiii ….No other chaatra No other chaatra Adarniya mantraji namashkar aapne is sansthaan ko wo chees di jiski hamein sakht zaroorat thi …Stan ..stan hota sabi ke paas hai ..sab chupa ke rakte hai ..detaa koi nai …aapne apna stan is balatkari purush ke haat mein diya hai…ab dekiye yeh kaisa iska upyog karta hai Is swarn awsar par ek shlok yaad aa rahe hai……uthmam dadddad padam..Madhyam padam thuchchuk thuchchuk….kanistham thudthudiya padam..sud sudi pran katakammm !!! aaaha
Posted on: Fri, 22 Nov 2013 17:59:41 +0000

Recently Viewed Topics




© 2015