Assaamu Alaikum Wa Rahematullahi Wa BarkatuhAaqa-e-Kareem ( - TopicsExpress



          

Assaamu Alaikum Wa Rahematullahi Wa BarkatuhAaqa-e-Kareem ( ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ ) nefarmaya,Juma’a ka din sab dino ka sardar hai,ALLAH ke nazdik sabse bada hai aur woALLAH ke nazdik Eid-ul Azha aur Eid-ulFitr se bada hai.ALLAH ne isme HazrateADAM ( ﻋﻠﻴﻪ ﺍﻟﺴﻼﻡ ) ko paida kiya, IsmeZameen par unhe utara Aur Isme Unhe wafatdi.[Sunan Ibne Majah, Jild 2, Page No. 8,HadithNo. 1084]Is Hadees me Teen khaslate Hazrate Adam( ﻋﻠﻴﻪ ﺍﻟﺴﻼﻡ ) ke liye bayan ki gayi jisme aap kiwafat-e-Zahiri ka bhi zikr hai,to pata chala ki ek nabi ki paidaish unkazameen par utarna aur unki wafat ke dinke bawajud bhi Mo’mino ke liye ALLAH ne useEid bana diya....Aur toh aur woh din Eid-ul-Azha aur Eid ulfitr se bhi afzal kar diya.Mairaj ki raat AAQA-e-kareem ( ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪﻭﺳﻠﻢ)ne tamam Anbiya ki imamat ki thi{sanan nisai, V:1, Page:221}Jaisa ki hadees se pata chalta hai ki hamareSarkar( ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ )tamam ambiya ke sardar aur Imaam hain....unki tashrif aavari par hum us din ko kyunEid na kahe,balke hum tou use Eidon ki Eidkahenge ki unki tashrif aavri ki wajah se hitou hume baki Eid mili aur har hafte me ekeid karke pure saal me 52 Eidon (juma) katohfa mila woh isi Rehmatallil Aalamin kitashrif aavari se mila hai tou hum kyunus din khushi na kare
Posted on: Sat, 25 Jan 2014 16:38:09 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015