Assalam- o- Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barakatuhu - TopicsExpress



          

Assalam- o- Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barakatuhu Wa Maghfiratuhu... Al Quran Irshade Bari Taala Shuru Allah k Naam se: Aur Allah Tala se Bakhshish Mango! Beshak Allah Tala Bakhshish karne wala, Maherbani Karne wala hai. (Surah:Al-Nisa, Surah No:4, Aayat No:106) Aye Iman walon! Sbr aur Namaz k zariye Madat chaho, Allah Tala sbr walon ka sath daita hai.(Surah:Al-Baqara­h, Surah No:2, Aayat No:153) Quran Me Surah Al- Anqaboot 45 Beshak Namaz Behayai Aur Buri Baton Se Rokti Hai Aur Allah Ne Farmaya K Beshak Main Tumhare Sath Hon Agar Tum Namaz Qaim Karo Gay Al-Maida12 . .. Aur Sabar Aur Namaz Se Madad Hasil Karen Al Baqra 45 Aur Tum Taqwa Ikhtiyar Karo Aur Namaz Qaim Rakho Aur Tum Shirk Karnay Walo Mein Se Na s Ho Sure Al- Roum 31.... Aye Emaan Walo! Insaaf Par Qayam Raho, Allah Ki Taraf Gawahii Do, Chahey Apni Jaano Par Ho, Ya Apne Maa- Baap Aur Rishtedaron Par, Chahey Koi Maaldaar Ho Ya Faqeer, Allah Inka Tumse Ziyada Khair Khwah Hai”Surah : An-Nisa,135 Namaz ko qayem Karen Aftab k dhalne se lekar Raat ki tariqi tk Aur Fajr ka Quran padhna bhi Yaqinan Fajr k waqt ka Quran padhna Hazir kiya gaya hai. (Surah:Al-Bani Isra’il,Surah No:17,Aayat No:78) SubhanALLAH) plz remmbr me in ur prayar
Posted on: Sat, 09 Nov 2013 15:56:27 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015