**Assalam u Alaikum wa Rahmatullahe wa Barakatohu** Bismillah - TopicsExpress



          

**Assalam u Alaikum wa Rahmatullahe wa Barakatohu** Bismillah hir-Rahman nir-Rahim AL Quran: Eh Imaan walo Yahud aur nasaara (christian) ko apna dost na banao wo aapas mein ek dusrey ke dost hain. -------------------------------------- Urdu Translation: AL Quran: Eh Imaan walo Yahud aur nasaara (christian) ko apna dost na banao wo aapas mein ek dusrey ke dost hain aur jo koi tum mein se unkey saath dosti karega to wo unmein se hai , beshaq Allah Zalimo ko hidayat nahi karta {Al Quran, Al-Maeda, Chapter #5, Verse #51} Eh Imaan walo musalmano ko chor kar kaafiron ko Apna Dost na banao, kya tum ye chahtey ho ki Apney upar Allah ka sareeh ilzaam lo. {Al Quran, An-Nisa, Chapter #4, Verse #144} Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlalhi wasallam ne farmaya Aadmee apney dost ke deen par chalta hai isliye tum dekh liya karo ki kisko dost bana rahey ho. {Sunan Abu Dawud, Vol 3 1405 (Hasan)} --------------------------------------- English Translation: O you who believe! take not the Jews and the Christians as Auliya (friends, protectors, helpers), they are but Auliya of each other. And if any amongst you takes them (as Auliya), then surely he is one of them. Verily, Allah guides not those people who are the Zalimun {Al Quran, Al-Maeda, Chapter #5, Verse #51} O you who believe! take not for Auliya (protectors or helpers or friends) disbelievers instead of believers. Do you wish to offer Allah a manifest proof against yourselves? {Al Quran, An-Nisa, Chapter #4, Verse #144} Narrated AbuHurayrah Radi Allahu anhu : The Prophet (peace_be_upon_him) said: A man follows the religion of his friend; so each one should consider whom he makes his friend. {Sunan Abu Dawud, Book 41, Number 4815(Hasan)}
Posted on: Fri, 01 Aug 2014 02:46:14 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015