Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarkatahu.. ♥●● MILAD - TopicsExpress



          

Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarkatahu.. ♥●● MILAD UN NABI ( ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭ ﺳﻠﻢ ) ●●♥ Allah, In The Name Of, The Most Affectionate, Most Merciful Assalato Wasallaamo ‘Alaika Yaa Rasool Allah Sallallaho ‘Alaihi Wasallam Wa ‘Alaa Aalika Wa As Haabika Yaa Noor Allah Sallallaho ‘Alaihi Wasallam JoHALALKe Hain Un k Leay ZIKR E MUSTAFA ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ HALAL Hai; Aur JoHARAAMKey Hain Unkey Leay HARAAM Hai...!! Rasool Allah (Sallallaho Alehi Wa Salam) Ne Farmaya: Akhri Zamany Mein DAJJAL Aur KAZZAB H0n Ge, Wo Tumhy Aisi Aisi Ahadees Su naen Gy, jinhain Tum Ne Aur Tmhary AbaoAjdad Ne Kabhi Nahi Suna Ho Ga, Lehaza In Se Apny Aap Ko Bachana, Kahin Aisa Na Ho K Wo Tmhy Gumrah Kr Dain. [ Muslim :: Kitabul Sunnah :: Hadees:4604 ] Aashiqane Rasool se ilteja: MILAAD-UN-NABI ki kushi me Itni Khushiyan Manaao ke shaitan aur uske chele gir pad kar Jal Bhun kar Najd ke Nale (lake) me Gir jaye. •• Gali Kunche Sajaa Dena, Hare Jhande Lagaa Denaa, Taqaada ISHQ Ka Hai Mere Yaron Jhumte Rahena. ” •• Zikr-E-Milaad Un Nabi ( ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭ ﺳﻠﻢ ) In the Quran: ( Birth Of Nabi ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭ ﺳﻠﻢ ) ♥ QURAN ♥ Aur Salaamati ho Mujh (Hazrat Eisaa (Alaihe Salaam) par Mere Milad (Birth) ke Din, Aur Meri Wafaat ke Din, Aur jis Din Me Zinda Uthaya Jaunga. (Sure Maryam, Aayat: 33) Is Aayat me Khud Allah ne Hazrat Yahya (Alaihe Salaam) par Milad ke Roz Salaamati bheji hain, (Note: Jab Milaad Na-Jaiz hota to Allah Khud Milaad ke Roz 1 Nabi ko Salaamati Kyun Bhejta?) ♥ QURAN ♥ Aur Yahya par Salaam ho unke Milaad ke Din, Aur Unki Wafaat ke Din, Aur Jis Din Wo Zinda Uthaye jayenge. (Sureh Al Maryam, Aayat:15) Is Aayat me Hazrat Eisaa (Alaihe Salaam) ne Khud Apne Milad par Apne hi Aap ko Salaamati Di hain, ♥ QURAN ♥ Me (Allah) is Sheher (Makkah) ki Qasam khaata hun, (Aye Habib Alaihe Salaam) Is liye ke Aap is Sheher me Tashreef Marma hon (Aap ka Milaad Huva hai), (Aye Habib Alaihe Salaam Aap ke) Waalid ki Qasam aur Qasam unki (Aap ki) Jinki Wiladat (Milad) huvi hain. ( Sureh Al Balad, Aayat:1-3 ) Is Aayat me Khud Allah ne Makkah ki Ki Qasam Khasyi hai Is liye nahi ke Wahan Kaaba hai Ya Safa Marwa Ya Hajr e Aswad Wagaira hain Balke Is liye Allah ne Qasam Isliye khaya ke Aye Mehboob Makkah ki Qasam Isliye Khaayi gayi hain ke Aap ka Milaad aur Rehna Isi Makkah Sheher me hain. ♥ QURAN ♥ Aur Yaad Karo Jab Ishaa Bin Mariyam Ne Kahaa Ay Bani Israil Mein Tumhari Taraf ALLAH ka Rasool Hu Apne Se Pehli Kitab Tauret Ki Tasdik Karta Hua aur Un RASOOL ki Basarat Sunata Hua Jo Mere Baad Tasrif Layenge Unka Naam AHMAD hai. [ SURAH SAFF : 6 ] HADEES: Khud Huzoor ( ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭ ﺳﻠﻢ ) Ne Majma-A- Sahaba Ke Saamne Mimber Per Khade Hoker Apni Wiladat Pak AurApne Ausaaf Bayaan Farmaye! Jisse Malum Hua Ki Milaad Padhna Sunnat-A-Rasool ( ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭ ﺳﻠﻢ ) Bhi Hain! Chunanche, Hazrat Abbaas Radi-Allahu-Anh u Se Riwayat Hain Ki Ek Din Huzoor ( ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭ ﺳﻠﻢ ) Ki Khidmat May Main Haazir Hua! Shayed Huzoor SALLALLAHU-TAA ALA-ALAIHI- WASA LLAM Tak KhaberPahuchi Thi Ki Kuch Log Hamare Nasab-Pak May Taaan Karte Hain! Faka-Man-Nabiy u- Sallallahu-Al aihi-Wa-Sallam- Alal- Mimber-A-F akala- Man-Ana! Bas Mimber Per Qayaam FarmakerPucha Batao Main Kaun Hoon? Sabne Arz Kiya Ki Aap Rasoolallah Hain! Farmaya Main Mohammad Ibne Abdullah Ibne Abdul Muttalib Hoon! ALLAH Ne Makhluk Ko Paida Farmaya, To Humko Behtarin Makhluk Mayse Kiya, Fir Unke 2 Hisse Kiye Arab Wa Ajam! Humko Unme Se Behter Yani Arab Mayse Kiya Fir Arab Ke Chand Qabile Farmaye! Humko Unke Behter Yani Quraish Mayse Kiya! Fir Quraish May Chand Khandaan Banaye! Humko Un Mayse Sabse Behter Khandaan Yani Bani- Haashim Mayse Kiya! Hum Khatumun Nabiyeen Hain AurHum Hazrat Ibrahim Ki Dua, HazratIsa Ki Basharat Aur Apni Walida KaDidaar Hain! Jo Ki Unohne Hamari Wilaadat Ke Waqt Dekha Ki Unse Ek Noor Chamka Jisse Sham Ki Imaratain Unko Nazar Aayi! [ Mishkaat Jild-2 Baab Fazayil-A-Sayya dul Mursalin Fasl- A-Saani Pg-513 ] Huzoor SALLALLAHU-TAA ALA-ALAIHI-WASA LLAM Ne Apna Nasab Nama Apni Nath-Sharif Apni Wiladat Pak Ka Wakeya Bayaan Farmaya! Yahi Milaad Sharif May Hota Hain! Aisi Bahotsi Aa-Hadees Pesh Ki Ja Sakti Hain! Sunnah of Fasting on Monday: Hazrath Abu Qatada Ansari ﺭﺿﺊ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟﯽ ﻋﻨﮧ reported that Allahs Massenger ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ was asked about fasting on Monday, whereupon he said: It is (the day) when I was born and revelation was sent down to me. ► Muslim :: Book 6 :: Hadith 2606 This Hadith also clealy shows that RasoolAllah ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ himself celebrated Milad Sayyidatuna Aamina Radi ALLAHu Ta’ala Anha states, ﻭﺭﺃﻳﺖ ﺛﻼﺛﺔ ﺃﻋﻼﻡ ﻣﻀﺮﻭﺑﺎﺕ ﻋﻠﻤﺎ ﻓﻲ ﺍﻟﻤﺸﺮﻕ ﻭﻋﻠﻤﺎ ﻓﻲ ﺍﻟﻤﻐﺮﺏ ﻭﻋﻠﻤﺎ ﻋﻠﻰ ﻇﻬﺮ ﺍﻟﻜﻌﺒﺔ ﻓﺄﺧﺬﻧﻲ ﺍﻟﻤﺨﺎﺽ ﻓﻮﻟﺪﺕ ﻣﺤﻤﺪﺍ ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ “I saw that three flags are sited, One in East, One in West and the third on roof of Ka’ba Shareef and Prophet’s Peace Be Uon Him birth took place.” ► Khasaisul Kubra, Vol1, Pg 82, Published from Darul Kutub Ilmia – Berut (Zandaa (Flag) Lagana Biddat Nahi ) Dua me khyal khayal kare hume Mohammed Sameer....
Posted on: Sun, 28 Dec 2014 05:56:14 +0000

© 2015