Aurat Aur Islam . Islam ke aane se pehle aurat ka koi maqam - TopicsExpress



          

Aurat Aur Islam . Islam ke aane se pehle aurat ka koi maqam nahi tha … Aurat aurat nahi samjhi jati thi …. . Hindu dharam me Aurat ka ye maqam tha ki agar uska Husband (Shohar) mar jaye to patni ko uski chita par jalkar sati hona padta tha … agar koi aisa na karta to use manhoos samjha jata tha …. . Isai mazab ke andar aurat ki qadar jooti ke barabar bhi nahi thi … . aaj Isai log jo ye naare lagate hain ki humne aurto ko aazadi di hai … main unse yahi poochna chahta hoon …? ki tumne apni behno ke sir se dupatta kheench kar unhe club’s ki zeenat banaya ise tum aazadi kehte ho..? . Isai zara apne mazhab me jhank kar dekho … Islam ke aane se pehle tumhare mazhab me aurat ka kiya maqam tha…. Isai pop ne ye fatwa nikala tha ki Aurte insan nahi hain balki ye shaitan ki sawari hain. . Udhar yahoodi yeh kaha karte the ki Aurat naapaki hai use zinda rehne ka bhi haq nahi tha … Aurto ko bahut sataya jata tha … Nikah karne ka matlab hota tha ki us Aurat ko khareed liya gaya hai … ek sath 100 nikah kar sakte the … Aurat ka baap ke marne ke baad uski wirasat me koi haq nahi tha … Aurte bahut pareshan ho chuki thi.. . . Allah ne mohsine insaniyat Hazrat Mohammad Rasoolullah (Sallallahu alaihi wa sallam)ko bheja … Aapne aakar jo maqam aurto ko diya hai …. wo kisi ne nahi diya … ye maqam dekh kar dusri qaume bhi aisa karne lagi…. Aurat agar pataal me thi to Islam ne use Aasman me pahuncha diya …. Aurat agar Kaanto ke bistar pe thi to Islam ne use phoolo ki sej par bitha diya …. Islam ne Aurat ke 4 roop nikale … un charo roopo me Aurat bahut khoobsurat lagti hai …. . sabse pehla roop hai MAA ka… jiski mamta ke samne kisiki misaal nahi hai … . dusra roop hai Bahen ka …. jo hamesha apne bhai ke liye qurbani dene ke liye tayyar rehti hai….. . 3sra roop hai Beti ka wo hamesha Maa Baap ki dil o jaan se khidmat karti hai …. . 4th roop hai Biwi ka …. jo hamesha apne shohar ki izzat aur maal ki hifazat karti hai … ye charo roop use Islam ne diye … aaj sari duniya ke andar log in charo roopo ko hi mante hain..
Posted on: Tue, 01 Oct 2013 07:10:04 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015