@@ Aurto Ke Baarey Me Bhalayee ….@ » Hadees : Rasool’Allah - TopicsExpress



          

@@ Aurto Ke Baarey Me Bhalayee ….@ » Hadees : Rasool’Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya : “Jo Shakhs Allah Aur Qayamat Ke Din Per Emaan Rakhta Ho Wo Apney Padosi (Neighbour) Ko Takleef Na Pohanchaye Aur Mai Tumhein Aurto (Women) Ke Baarey Me Bhalayee Ki Wasiyat Kerta Hoon Kyu Ke, Wo Pasli (Rib) Se Paida Ki Gayee Hain Aur Pasli Me Bhi Sab Se Zayada Terha (Crooked) Uss Ke Uper Ka Hissa Hai. Ager Tum Ussey Seedha Kerna Chaahoge Toh Ussey Tod Daaloge Aur Ager Ussey Chhor Doge Toh Wo Terhi (Croocked) Hi Baaki Reh Jaayegi, Iss Liye Mai Tumhein Aurto Ke Baarey Me Achey Salook Ki Wassiyat Kerta Hoon”. -: (Bukhari Shareef :67 Kitab Al Nikkah:80,Baab Al Wasa Bil Nasah)
Posted on: Wed, 20 Nov 2013 06:19:57 +0000

Trending Topics



>
HOW TO RECEIVE GOD’S GREATEST GIFT -- WITHOUT IT WE WILL BE
Todays Classic Video: DIAMOND HEAD are most notable for being
Eli is better.... Hes had a rough rough day.... Not one Dr. but

Recently Viewed Topics




© 2015