Aye Khuda Kaisi khala yeh dil mein basi hai Ab toh khataayein - TopicsExpress



          

Aye Khuda Kaisi khala yeh dil mein basi hai Ab toh khataayein fitrat hi si hai Main hi hoon woh jo rehmat se gira Aye khuda, gir gaya, gir gaya Main jo tujhse door hua Lutt gaya, lutt gaya Aye khuda, gir gaya, gir gaya Main jo tujhse door hua Lutt gaya, lutt gaya Kaisi khala yeh dil mein basi hai Ab toh khataayein firat hi si hai Main hi hoon woh jo rehmat se gira Aye khuda, gir gaya, gir gaya Main jo tujhse door hua Lutt gaya, lutt gaya Aye khuda, aye khuda .. Itni khataayein tu le kar chala hai Daulat hi jaise tera ab khuda Har pal bitaaye tu jaise hawa hai Gunah ke saaye mein chalta raha Samandar sa beh kar tu chalta hi gaya Teri marzi poori ki, tune haan har dafaa Tu hi tera mujrim bandeya Aye khuda, gir gaya, gir gaya Main jo tujhse door hua Lutt gaya, lutt gaya Kyun judta iss jahaan se tu Ik din yeh guzar hi jaayega Kitna bhi samayet le yahaan Mutthi se fisal hi jaayega Har shaksh hai dhool se bana Aur phir uss mein hi ja mila Yeh haqeeqat hai tu jaan le Kyun sacch se munh hai pherta Chaahe jo bhi hasrat poori kar le Rukeygi na fitrat yeh samajh le Mitt jaayegi teri hassti Barh na paayega yeh dil bandeya Aye khuda, gir gaya, gir gaya Main jo tujhse door hua Lutt gaya, lutt gaya Gar tu soche tu hai gira Mere haath ko thaam uth zara Tere dil ke dar pe hoon khada Mujhko apna le tu zara Tu kahe tu hai saaye se girah Teri raahon ka main noor hoon Tere gunah ko khud pe le liya Meri nazaron mein bekasoor tu Aisa koi manzar tu dikhla de Mujhe koi shaksh se milwa de Aise koi dil se tu sunwa de Ke zakhm koi usse na milaa Aye khuda, gir gaya, gir gaya Main jo tujhse door hua Lutt gaya, lutt gaya
Posted on: Sat, 17 Aug 2013 10:47:12 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015