Bharkte hoye sholon ko hawain nahi detay Jate hoye lamhon ko - TopicsExpress



          

Bharkte hoye sholon ko hawain nahi detay Jate hoye lamhon ko sadain nahi detay Mana yehi fitrat hai magar is ko badal do Badle mein wafaon k jafain nahi detay … Gar phool nahi detay to kante bhi mut do Muskan nahi deni to aahain nahi detay Tum ne jo kia accha kia haan ye gila hai Manzil na ho jiski to wo rahin nahi detay Ye baar kahin khud hi uthana na parhe kal Auron ko bicharne ki duain nahi detay …
Posted on: Sun, 29 Sep 2013 19:40:38 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015