Bismillah hir-Rahman nir-Rahim Al Quran : kah do Allah aasmano - TopicsExpress



          

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim Al Quran : kah do Allah aasmano aur zameen ka banane wala hai kya uske siwa kisi aur ko apna wali (madadgar) banauu ? Al Quran : kah do Allah aasmano aur zameen ka banane wala hai kya uske siwa kisi aur ko apna wali (madadgar) banauu ? aur wo sabko khilata hai aur usko koi nahi khilata , kah do mujhe to hukm hua hai ki sabse pahle uska farmabardar ho jauu aur tum hargiz bhi mushriko mein shamil na ho {Al Quran, Al-Anaam (6) , Verse 14} Hadith Qudsi: Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ALLAH Subhanahu farmata hai main beparwah hun sharikon se , jisne koi aisa amal kiya jismein mere saath kisi gair ko sharik kiya to main usko aur uske shirk ke kaam ko (unkey haal par) chodh deta hun {Sahih Muslim, Vol 6 , 7475} ------------------------------------- English Translation: Al Quran : Say Shall I take as a Wali (Helper, Protector, Lord or God) any other than Allah, the Creator of the heavens and the earth? And it is He Who feeds but is not fed. Say: Verily, I am commanded to be the first of those who submit themselves to Allah (as Muslims). And be not you of the polytheists ( idolaters) {Al Quran, Al-Anaam (6) , Verse 14} Hadith Qudsi: Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam as stating that Allah the Most High and Exalted said: I am the One, One Who does not stand in need of a partner. If anyone does anything in which he associates anyone else with Me,I shall abandon him with one whom he associates with Allah. {Sahih Muslim, Book 42, 7114} Our Allah, Please accept the Istegfaar of all the Mumineen & the Members of this pages & there Familys & Friends & May Allah grant Jannatul Firdaus & protect us from hellfire . Aameen #Mohammed
Posted on: Wed, 12 Nov 2014 07:52:44 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015