DAJJAL py Ahadees-e-Mubar aka (Sallallahu alaihi Wasallam) 1 - TopicsExpress



          

DAJJAL py Ahadees-e-Mubar aka (Sallallahu alaihi Wasallam) 1 DAJJAAL qayamat se qabal zaahir hoga (Muslim) 2 DAJJAAL iran k shaher KHARAASAAN se nikle ga(Ibni Maajah) 3 DAJJAAL us waqat zaahir hoga jab loog us se bilkul gaafil ho chukey hoonge (Ahmad) 4 kisi baat par gazabnaak hona DAJJAAL k nikalney k sabab baney ga (Muslim) 5 DAJJAL bahar e hind k kisinaa maloom jazeerey par zangeeron se jakdaa howa hai (abu dawood) 6 madeenay k yahoodi gharane me paidaa hone walaSAAFDAJJAAL hai jo pehle islaam laaya baad me murtad ho gaya DAJJAAL ki kuniyat IBNI SAYAAD ya IBNI SAAYID hai (Muslim) 7 DAJJAAL ki aik aankh kaani aur us k sar k baal gongraaley hoongey rang sorokh aur jism bhaari hoga (Bukhari) 8 DAJJAAL ki dono aankhon k darmiyaanKAAFIRlikha hoga (Bukhari) 9 DAJJAAL k sar pe buhat zyada baal honge (Ibni Maajah) 10 DAJJAAL k paas jannat aur jahannam dono hoonge us ki jahannam jannat hogi aur jannat jahannam hogi (Muslim) 11 DAJJAAL k paas paani hoga jo asal me aag hogi aur aag hogi jo asal me meetha paani hooga (Muslim) 12 DAJJAAL k hukum se aasmaan se baarish hogi, zameen se ghaas, anaaj wagairah oogey ga jaanwar pehle se zyada dhood dena shoro kar dengey( Muslim) 13 DAJAAL k zaahir hone k baad kisi ka Imaan lana Allah k yahaan qabool nahihoga (Muslim) 14 AADAM AS se le kar qayamat tak FITN E DAJJAAL se bada fitnaa aur koi nahi hoga (Muslim) 15 jo b shakhas DAJJAAL ka zamana paaye wo DAJJAAL k saamne na jaaye (Abu Dawood) 16 FITN E DAJJAAL se dar kar musalmaan pahaadon me chup jaayenge (Muslim) 17 DAJJAAL duniya ki har aik shaher me daakhil hoga srif do shahron k makkah mukarramah aur madeenatul munawarah (Muslim) 18 FITN E DAJJAAL 1 saal 2 mahh aur 2 hafta hogi (Muslim) 19 iran k aik shaherasfahaanse 70000 yahoodi DAJJAAL ka saath dengey (Muslim) 20 motey aur chodey chahrey waali buhat se aqwaam DAJJAAL par Imaan ley aayengi (Tirmizi) 21 KAAFIR aur MUNAFIQ b DAJJAAL ka saath denge (Muslim) 22 aasmaan se nazool hone k baad EESAA (A.S) musalmaano k saath mil kar DAJJAAL k khilaaf jihaad karenge.musalma ano ko fatah hogiaur DAJJAAL EESAA (A.S) k haathonLADDk maqaam par qatal hoga (Muslim) 23 DAJJAAL se jung karne k liye musalmaano ka padaaw DIMASHAQ (damascus) k kareebGOTAHk maqaam par hoga (Abu Dawood) 24 EESAA (A.S) DAJJAAL KO khud apne teer se qatal karenge (Muslim) 25 daryaa e urdun par b DAJJAAL se ahle Imaan kmoarqah hoga (Tibrani) 26 DAJJAAL k khilaaf jihaad me aik b yahoodi zindah nahi bach paaye ga(Muslim) 27 EESAA (A.S) k saath mil kar DAJJAAL k khilaaf jihaad karne wale musalmaano k liye jannat ki bashaarat hai (Nasayee) 28 ummat e mohammadiyah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki aakhri jung DAJJAAL k khillaf hogi is k baad jihaad khatam hojaye ga (Abu Daawood) 29 madeenah munawarah ks aat raaston par Allah do do nigraan farishtey muqarar farmaa dega jo DAJJAAL ko madeenan munawarh me daakhil nahihone dengey (Bukhari) 30 makkah mukarramah meb DAJJAAL daakil nahi hosake ga (Muslim) 31 alhe Imaan ko Allah FITN E DAJJAAL se mehfooz rakhe ga (Muslim) 32 Allah k fazal se anpad ahle Imaan b DAJJAAL ki paishani parkaafirlafaz pad kar use pehchaan leynge (Muslim) 33 jo loog DAJJAL ko pehchaan kar apney Imaan par qaayim rahange un pardajaal ka koi fareb nahi chale ga (Muslim) 34 DAJJAAL aik momin aadmi ko aar se cheer kar do tukdey kare ga aur zinda hone ka hukum dega aur dobra qatal karna chahey ga magr ALLAH PAAK us momin ko peetal ka bana dega aur DAJJAAL use qatal nahi kar paaye ga (Muslim) 35 FITNE DAJJAAL se bachne wale loogon ko ALLAH duniya me hi EESAA (A.S) ki zubani buland darjaat ki basharat dega (Ibni Maajah) 36 FITN E DAJJAAL se bachne ki dua: ay ALLAH me teri pannah maangta hoon azaabi qabar se, fitne mashee dajjaal se zindagi aur maut k fitno se, gunah se aur karaz se (Bukhari, Muslim ) 37 SURAH KAHAF ki pehli dus aayaat ko yaad kar ne wale shakhas ko b ALLAH FITNE DAJJAL se mehfooz rakhe ga (Abu Dawood)
Posted on: Mon, 18 Nov 2013 13:27:33 +0000

© 2015