Dil toh aacha hai par koi chata nai 󾌹 Na ghar wala chata hai - TopicsExpress



          

Dil toh aacha hai par koi chata nai 󾌹 Na ghar wala chata hai aur na dost 󾌹 Paisa nai toh dunya hame bhola deti hai 󾌹 Aaj kal log seerat ko nai Surat ko dekta hai󾌹 Kya yahi hai dunya walo ka pyar!!!? Maf karna mera bistar rat ko khud ba khud aaso aajate hai aur tum par gir jate hai 󾌹 Logon na kaha Ki tum ab kuch bhi nai kar sakte hum ne bola har andari raat ka bad naya suraj ugta hai par un logon na bhari mehfil Mai mera mazak bana kar rak Diya aur hum ya sochta raha Ki har bar Jo log sharminda hota rehta hai un logo ka kya haal hota hogo 󾌹󾌹󾌹󾌹󾌹 dosti to hamna har Kisi se Ki par har dost Hama dikhawa ka liya dost bolta Tha par ham to sacha man se dost bola ta Tha kya ya hi hai dosti 󾌹 dunya mai bas paise aur surat ka hisaab mai tola jaata hai par koi seerat nai dekh ta󾌹 zakaham toh bohot Diya par jitna bhi bholo usko bholaya nai jaata kya ya hi hai dosti 󾌹 pata nai dunya wala aise Kyu Karta hai par jab ham Kisi ko dukh pouchata hai to jab ham apni jan laga deta hai use manane ka liya pata nai woh aisa Kyu nai samjta 󾌹 dosti bhi kya cheez hai jab hamse kaam hai to gala lagaleti hai aur jab unka kaam hogaya to hame uta kar phek deti hai kya yahi hai dosti󾌹 dosti ka waje se zakham itna bad Gaya Ki Abhi shopana Ki jaghai bhi nai milrahi hai󾌹 so plzzz friends i dont like u all to be treated like me 󾌹plzz comment ur opinion friends plzzz 󾌹
Posted on: Fri, 08 Nov 2013 18:13:13 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015