Ek Bar Jibrail (AS) Ne Arz Kiya Ya Allah Mai Apki Ibadat Krna - TopicsExpress



          

Ek Bar Jibrail (AS) Ne Arz Kiya Ya Allah Mai Apki Ibadat Krna Chahta Hun. Allah Rab-ul-izzat Ne Frmaya Karlo, Unho Ne 2 Rakat Namaz Ki Niyat Bandhi, Unho Ne Is Ehtmam K Sath Namaz Ada Ki K 40,000 Sal K Bad Salam phera, Allah Ne Frmaya K Tum Ne Bahut Achchi Namaz Padi Lekin Ek UMMAT Aane wali Hy Jiski FAJAR Ki 2 Sunnaten Teri In 2 Rakaton Se Badkar hongi..! ALLAH U AKBAR Sirf RUB ki raza k liye is Pegham Ko itna Phelao K Hr Banda Namazi Ban Jaye. Pls is msg. par Gor karna. 1. Wazoo kar k soney waley ki rooh BAITULLAH ka tawaf karti hai.. 2. Farishtey sari raat nekiyan likhtey hain.. 3. Jab karwat Badalta hai tou Frishtey Bakhshish k liye Dua kartey rehtey hain.. ALLAH TAALA Farmata Hai agar tum Apney logon k samney MUJHE Rad karo gey tou MEIN tumhein APNI Nazar me Rad Kar Doun Ga.. So, forwad kar dein jahan tak ho sakey. Agar Insan24 Ghante me 8 Ghante sota hai to Matlab 1 din Me 1/3 time Sota hai.. Agar Insan 60 Saal Zinda rehta hai,, Tu wo 20 Saal sota hai... Agar hum Sone se pehlewuzu kar len or Sone ki DUA Pad k soyen to Hamara sona b Ebadatmai likha jaega.. Matlab hume 60 saal ki zindagi mai 20 Saal Ki Ebadat ka Sawab bhi mil Sakta hai... Aur agar ap ye baat Kisi dosry ko Bata dengy to us k aamal se b apko ajarmilega... اِنْ شَاءَ اللَّه Must read : TIBB-E-NABWI (Sallahu allhe wassalam) •Jo Log Khane Se Pehle Thora Namak Chakh Lein Woh Log 30 Qism Ki Bimariyon se Mehfooz Rehte hein. •Khajoor Ko Nashte Mein istemal Karo Ta k Tumhare Anderooni Jarasim ka Khatima Ho jaye. •Ghum Ka Shikar Hoto Kheer Kha liya karo. •Zukam Se Mat Ghabrao Yeh Tumhein Junoon Se Mehfooz Rakhta Hai. •Kalonji Mein Maut K Siwa her Beemari ka elaj hai. •Aankh ka dukhna Andhe Hone se Mehfooz rakhta hai. •Khansi k hone se falij se hifazat rehti hai. •1 bar durood parh k apne doston ko is tohfe se zaroor nawazei. Zaitoon (Olive) mein 76 beemariyon ka elaaj hai..
Posted on: Fri, 15 Nov 2013 00:29:25 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015