Ek bar kisi school me asa compititon orgenize kiya jata hai jisme - TopicsExpress



          

Ek bar kisi school me asa compititon orgenize kiya jata hai jisme students k hath dekhe jate hain or kaha jata hai k jis k hath sabse sundar honge use prize diya jaye ga. To prize jeetne k liye sare students ache se tyar ho k, hatho ko ache se saaf krke compititon me pahuchte hain. Sabhi k hath dekhe jate hain, or puchne par sare students ka kehna hota hai k vo hatho ko har roz ache se saf krte hain. Har studnt ache se ache, mehnge se mehnge sabun ka nam lene lgta hai k ji main hand wash karne k liye ye use krta hu, krti hu. To is tarh judges ek asi ladki k pas pahuch jate hain jiske haath fate huye hote hain. Judges mjak me puchte hain k beta tum asa kon sa sabun use krte ho, to vo ladki kehti hai k ghar ka gujara chlane k liye use logo k ghron me bartan or kpde dhone padte hain. Or hath fate hone ki vajh se sory feel krne lgti hai. Par jab prize dene ka tym aata hai to usi ladki ko select kiya jata hai. Or judges dwara sabi ko btaya jata hai k , hatho ki sundrta unke kam krne se hi badti hai. Moral: ache kam karte hath hi shobha dete hain.
Posted on: Tue, 02 Jul 2013 11:10:13 +0000

Trending Topics



rb day because it is the day a
Jose arrives at the Mexican border on his bike with 2 huge bags
The life-light(john1). 3-5
ATTENTION NETWORKERS AND NEWBIES ALIKE ,, ACT FIRST AND START
I may be wrong, I may be right, moneys short and time is

Recently Viewed Topics




© 2015