Ek teacher ne class mein bachon se sawaal kiya: . ye batao woh - TopicsExpress



          

Ek teacher ne class mein bachon se sawaal kiya: . ye batao woh koun log hain jo namaz nahi padhtey . Ist bache ne badi masoomiyat k saath jawab dia jo log marr chuke hai . 2nd bache ne badi nadamat k saath jawab diajinko namaz nahi aati . 3rd bache ne bada maqbool jawab dia sir woh log jo musalmaan nahi hain . Ab hamara shumaar kin mein hota hai??? . kya hum marr chuke hain . kya hame namaz nahi aati . kya hum musalmaan nahi . Allahu Akbar. . Allah kareem sabhi Musalmano ko 5 waqt ki Namaaz Ba-Jamaat ada karne ki Nek Toufeek ataa farmaye..!!!
Posted on: Thu, 14 Nov 2013 04:35:34 +0000

Recently Viewed Topics




© 2015