Galtiyo se judi wo b nahi, mai b nahi dono insaan hai, khuda wo - TopicsExpress



          

Galtiyo se judi wo b nahi, mai b nahi dono insaan hai, khuda wo b nahi mai b nahi wo muze aur mai use ilzaam dete hai, magar apne andar zaakti wo b nahi mai b nahi galat fahmiyone kar di dono me paida duriyaan, warna fitrat ki buri wo b nahi mai b nahi is ghumti zindgi me dono ka safar jari raha, ek lamhe ko ruki wo b nahi mai b nahi chahte dono bahut ek dusre ko hai, magar ye haqiqat hai ki manti wo b nahi mai b nahi.... :(
Posted on: Sun, 08 Sep 2013 02:56:55 +0000

Trending Topics




© 2015