HADEES E RASOOL(Sallallahu alaihi wa sallam) AUR FIQAH - TopicsExpress



          

HADEES E RASOOL(Sallallahu alaihi wa sallam) AUR FIQAH HANAFI HADEES : Abdullah bin Magfil(r) farmate hai,Nabiye karim sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya,maghrib kfarz se pehle(2rekat) padha karo,teesri bar farmaya,jiska jee chahe.kyo k aap sallallahu alaihi wa sallam ko ye baat pasand na thi k log use lazmi samjh baithe.(Sahih Bukhari,Vol-2,Kitabul-Tahajjud,Hadith no-1183) FIQAH HANAFI-Suraj k gurub ho jane k baad farz namaz se pehle nafli namaz nhi padhi ja sakti.(Hidaya,Vol-1,Kitaabul-Salaah,Page no-86)
Posted on: Sun, 23 Jun 2013 18:06:37 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015