HIstory Of #QetAltafHussainTheRightMan 17-sep 1953 ko - TopicsExpress



          

HIstory Of #QetAltafHussainTheRightMan 17-sep 1953 ko QUAID-E-TEHREEK ALTAF HUSSAIN BHAI paida huay. 11 june 1978 25 saal ki umar main A.P.M.S.O banaye. 1979 26 year ki umar main khidmat e khalq banaye. 18 march 1984 31 saal ki umar main M.Q.M banaye. 8 augst 33 saal ki umar main pakistan ki tarikh ka sab se bara jalsa kiya. 1988 35 saal ki umar main karachi or hydarabadmain bila muqabla mayor or subai or qoumi assemblies me 98 % middle class logo main se parhe likhy noujawano ko kamyab karaya. ye hoti hy nojawan qyadat. AJJ nojawan qyadat ki baat karny waly btain in umroon main wo kahan thy or kiya kar rhy thy.??? G.A ALTAF HUSSAIN BHAI G.A A.P.M.S.O G.A MQM G.A MUHAJIR.............
Posted on: Sun, 21 Sep 2014 22:06:44 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015