Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Ta’ala AlaihiWa Aalihi Wa - TopicsExpress



          

Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Ta’ala AlaihiWa Aalihi Wa Sallam) Farmate Hai,“(Allah Ta’ala Ne) Maa’ Ki Na-Farmaani Tum Par Haraam Ki, Aur Betiyo Ka ZindaDafnana HaraamKiya, Aur Kisi Ko Na Dena Aur Dusro Se Mangne Se Manaa Kiya , Aur Na Pasand KiyaFizul Bakbak Karna Aur Bahot Sawaal Karna Aur Maal BarbadKarna”.- :(Bukhari Sarif, Hadees No:2247, (Musakat Ka Bayan) Sabak: Yaani (Allah Ta’ala) Ne Maa Ki Nafrmani Aur Betiyonko Zinda Dafnana Bhi Haraam Karar KarDiya, Aur Kisiko Na Dena Matlab Sadqa-Khairat Na Karna Aur Beimano Se Kisi Chiz Ki Ummid Rakhna Bhi Haraam Thehraya, Aur Fizul Baate Karna, Zarurat Se Jyada Mangna, Maal Ko Barbad Karna Inn Saari Baton Ko Bhi Haraam Me Shumar Kiya Hai.
Posted on: Tue, 13 Aug 2013 08:28:51 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015