Hazrat Jarer Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki mainey - TopicsExpress



          

Hazrat Jarer Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki mainey Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha ki (ghair mahram par) Achank girney wali nazar ka kya hukm hai to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki tu apni nazar pher le. Sunan Abu Dawud, Vol 2, 381-Sahi Buraydah ibn al-Hasib Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Ali Radi Allahu Anhu se farmaya Nazar ki pairwi na karo , (Gair mahram ki taraf ) pahli nazar to jayaz hai magar dusri nigah jayaz nahi. Sunan Abu Dawud, Vol 2, 382 pehli nigah anjaane m padti hai gair mehram par lekin dusri nigah shaitan ki taraf se hoti hai.
Posted on: Tue, 23 Jul 2013 02:01:05 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015