Hazrat Zaara (Radi Allah taala Aanhu) jo k wafd e Aabd al Qais - TopicsExpress



          

Hazrat Zaara (Radi Allah taala Aanhu) jo k wafd e Aabd al Qais main shamil thay bayaan karty hain k : Jab hum Madinah Munawwarah hazir huay to tayzi say apni sawariyun say utar kar Rusul Allah (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) k haath mubarik aur qadam mubarik chumnay lagy. *************************************** ********** Sayyedina Zari (Radi Allah taala Aanhu) who was a member of the deputation of AbdulQays, said: When we came to Medina, we raced to be first to dismount and kiss the hand and foot of the Apostle of Allah (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM). From : Abu Dawud Book : Al Adab Chapter : Qadmon ko chumna Hadith numnber : 5225 From : Bayhaqi Book : Sunan Al Kubra Volume : 7 Page : 102 Hazrat Al-Wazi Ibn Amir (Radi Allah taala Aanhu) nain farmaya: Hum aay aur hamain bataya gaya k yeh RUSUL ALLAH (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) hain , to hum nain un k haathon aur qadmon ko pakraa aur unko chuma. *************************************** **************** Sayyedina Al-Wazi Ibn Amir (Radi Allah taala Aanhu) said, “We came and were told, ‘That is the Messenger of Allah (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM).’ We took his hands and feet and kissed them and kissed them. From : Bukhari Book : Al Adab Al Mufrad Chapter : Qadam chumna Hadith number : 975 Hazrat Suhayb (Radi Allah taala Aanhu) nain farmaya k Ali (Alaihis Salaam) nain (apny chacha) Hazrat Abbas (Bin Abdul Muttalib Radi Allah Taala Aanhu) k Haath mubarak aur Qadam Mubarak chumay. *************************************** ************** Sayyedina Shuyab(Radi Allah taala Aanhu) said, “Ali (Alaihis Salaam) kissed the hand and feet of Al-Abbas.” (al-Abbas was Ali’s uncle). From : Bukhari Book : Al Adab Al Mufrad Chapter : Kissing Feet Hadith number : 976 Hazrat Anas (Radi Allah taala Aanhuu) say pucha gaya k Kya Ap nain RUSUL ALLAH (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) ko apny haathon say chua (touch kiya) hy? Unhoun nain jawab diya G han (mana chua hy AAP (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM ko) To un puchny walun nain Hazrat Anas (Radi Allah taala Aanhu) k haath mubarak chumay. *************************************** **************** Sayyedina Anas (Radi Allah taala Aanhu) was asked, Did you touch the Prophet, (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) with your hand? He replied, Yes, so they kissed it. From : Bukhari Book : Al Adab Al Mufrad Chaprer : Haathon ko chumna Hadith number : 974 ------------------------ Hazrat Usaid bin Hudayr (Radi Allah taala Aanhuu) jo ek Ansari Sahabi hain farmaty hain k wo apni qoom k sath guftagu kar rahy thy. Un k darmayan apas main Mazaq chal raha tha. Wo naha rahy thy k logun ko RUSUL ALLAH (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) nain unki kookh (under the ribs) main Lakdi (stick) say (halka sa) mara. Unhoun nain kaha k mujhy Badla di jiay. AAP (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) nain farmaya k tm lay lo badla. Unhoun nain kaha k AAP (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) k Jism mubarak par qamees hay jab k mere jism par qamees nahi thi (jab ap nain mara tha). To NABI (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) nain Apni qamees uthai to wo (sahabi) us sy lipat gaay aur AAP (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) k pehlu mubarak ko bosah dayny lagy (Yani chumnay lagy) aur Farmaya Ya RUSUL ALLAH (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) ! mera yehi maqsad tha (apko chumna). Aur AAP say badla layny ka main to tasawwur bhi nahi kar skta. *************************************** **************** Sayyedina Usayd ibn Hudayr (Radi Allah taala Aanhuu) , a man of the Ansar, said that while he was given to jesting and was talking to the people and making them laugh, The Prophet (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) poked him under the ribs with a stick. He (Radi Allah taala Aanhuu) said: Let me take retaliation. He (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) said: Take retaliation. He (Radi Allah taala Aanhuu) said: You are wearing a shirt but I am not. The Prophet (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) then raised his shirt and the man embraced him and began to kiss his side. Then he (Radi Allah taala Aanhuu) said: This is what I wanted, Apostle of Allah! (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) From : Abu Dawud Book : Al adab Hadith number : 5224 Allama Ibn e Taymiyah k Jaleel ul Qadr Shagird Hafiz ibn e Kaseer Likhty hain k EK bar HUZUR (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) kisi baat par khafa ho kar jalal main agaay to: Hazrat Umer (Radi Allah taala Aanhuu) khary huay uar unhoun nain AAP (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) k Qadam mubarak choom kar arz kiya: YA RUSUL ALLAH (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM)! Hum ALLAH TAALA k honay, AAP k NABI honay aur ISLAM k Deen honay aur Quran k Imam o rahnuma honay par razi hain, Hamain Maaf farma di-jiay. ALLAH TAALA AAP say mazeed razi hoga. Pas ! Hazrat Umer (Radi Allah taala Aanhuu) musalsal arz karty rahy yahan tak k AAP (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) razi ho gaay. From : Hafiz Ibn e Kaseer Book : Tafseer Ibne Kaseer Sorat : Al Ma-edah Ayat number : 101 Imam Bukhari Rehmat ALLAH alaih k baad Ummat-e-Muslimah k nazdeek thiqah (siqah yani Authentic) tareen muhaddis Imam Muslim Rehmat ALLAH alaih k shayhar Nayshapur main jab Imam Bukhari Rehmat ALLAH alaih Tashreef laay gaay aur Imam Muslim Rehmat ALLAH alaih un k pas Hazir huay to Imam Muslim Rehmat ALLAH alaih nain Imam Bukhari Ka Matha (forehead) chuma aur phir unsy Ijazat mangi k: Ay Ustadon k Ustad, Sayyed-Al-Muahhadiseen Aur ilal-e-Hadees (weakness of hadees) k Tabeeb ! Aap mjy Ijazat dain to main Ap k Qadam chum lun. From : Imam Zahabi Book : Sayyir Aalaam al ambaa Page : 3334 Biography : Imam Bukhari From : Ibn e Nuqtah Book : At taqyeed al marifah riwayat as Sunan wal Masaneed Volume : 1 Page :33 From : Imam Nawawi Book : At tahzeeb al Asma War Rijaal Volume : 1 Page : 88 From : Hafiz Ibn e Hajar Aasqalani Book : Fath ul bari Chapter : Muqadmah Fathul bari Hazrat Zaara (Radi Allah taala Aanhu) jo k wafd e Aabd al Qais main shamil thay bayaan karty hain k : Jab hum Madinah Munawwarah hazir huay to tayzi say apni sawariyun say utar kar Rusul Allah (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM) k haath mubarik aur qadam mubarik chumnay lagy. *************************************** ********** Sayyedina Zari (Radi Allah taala Aanhu) who was a member of the deputation of AbdulQays, said: When we came to Medina, we raced to be first to dismount and kiss the hand and foot of the Apostle of Allah (SALLALAHU ALAIHAY WA ALEHI WASALLAM). From : Abu Dawud Book : Al Adab Chapter : Qadmon ko chumna Hadith numnber : 5225 From : Bayhaqi Book : Sunan Al Kubra Volume : 7 Page : 102
Posted on: Mon, 07 Jul 2014 04:41:16 +0000

Trending Topics



div>

Recently Viewed Topics




© 2015