Hindustan main Muslims ko vande matram aur surya namaskar se - TopicsExpress



          

Hindustan main Muslims ko vande matram aur surya namaskar se aitraj hai kyunki rastriya gaan hindi main hai agar yeh English main hota to accha hota kyunki esko samazna muskil hota hai jaise hindi song aur pop song aur ye sabhi ko pata hai Ki ek surya he hai Jo satya hai jo na hindu hai na Muslim aur na sikkh na Christan . surya hair tabhi to kal hai aur surya vitamin D deta hai tab vah samaj nahi poochta hai.shayad main galat hoon to maaf kar dena mera matlab kisi ko tahesh pahuchana nahi.sorry 70000000time
Posted on: Fri, 12 Jul 2013 18:35:16 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015