Ho Ek Suraj Nikla Tha Kuch Paya Pighla Tha Ek Aandhi Aayi Thi Jab - TopicsExpress



          

Ho Ek Suraj Nikla Tha Kuch Paya Pighla Tha Ek Aandhi Aayi Thi Jab Dil Se Aah Nikli Thi Dil Se Re Dil Se Re Dil To Aakhir Dil Hai Na Meethi Si Mushkil Hai Na Piya Piya Jiya Jiya Jiya Na Jiya Piya Piya Jiya Jiya Jiya Na Jiya Dil Se Re Dil Se Re Do Patte Patjhad Ke Pedon Se Utre The Pedon Ki Shakhon Se Utre The Phir Utne Mausam Guzre Woh Patte Do Bechaare Phir Utne Mausam Guzre Woh Patte Do Bechaare Phir Ugne Ki Chahat Mein Woh Sahraon Se Guzre Woh Patte Dil Dil Dil The Woh Dil The Dil Dil The Dil Hai To Phir Dard Hoga Dard Hai To Dil Bhi Hoga Mausam Guzarte Hi Rahte Hain Dil Se.. Bandhan Hai Rishton Mein Katoon Ki Tarein Hai Pathar Ke Darwaze Deewarein Bele Khilti Ugti Hain Aur Gucche Bhi Khilte Hain Woh Chalte Hai Afsaane Kirdaar Bhi Milte Hai Woh Rishte Dil Dil Dil The Woh Dil The Dil Dil The Gham Dil Ke Pad Chulbule Pani Ke Yeh Bulbule Hain Bujhte Hi Bante Rahte Hain ... Dil Se ...
Posted on: Thu, 29 Aug 2013 08:10:43 +0000

Trending Topics



yle="min-height:30px;">
The Light of Allah The Messenger of Allah (sal Allahu alaihi wa
The Woods Motor Vehicle Company was organized in Chicago in 1899.
Holiday Christmas Gift Ideas + Motif Trellis Antique Mat Color:
A House committee chairperson wants colleges and

Recently Viewed Topics




© 2015