› Home View web version General Knowledge Question Answer - TopicsExpress



          

› Home View web version General Knowledge Question Answer Hindi Me (2) 91. Dada Saheb Phalke puraskar kab shuru kiya gaya tha 1969 92. Duniya ka sabse chhoti mahila kon hai Jyoti Aange (20 Inch) 93. WHO ka Mukhyalaya kahan par sthit hai Jenewa (Switzerland) 94. Aine Akbari ke lekhak kon hai Abul Fazal 95. Hopmen Cup kis khel se sambadhit hai Tennis 96. Deshbandhu ke naam se kon jane jate hai Chitranjan Das 97. Keeton par study ko kya kaha jata hai Atomology 98. Kutub Minar ka nirman kisne karvaya tha Kutubdin Aibak ne 99. Bengal ke vibhajan ke samay congress ke adhyaksh kon the Gopal Krishan Gokhle 100. Sall ka sabse chhota din kon sa hota hai 22 December 101. Amritsar Shahar ki neev kisne rakhi thi Guru Ramdas 102. Bhart me sabse pahle kon sa samachar patra prakashit hua tha Bengal Gudget 103. Bharat me radio prasaran ki shuruwat kab hui 1936 104. Bharat ke char MahaNagro me Internet ki shuruwat kab hui 1997 105. America me Das Partha ko awaidh goshit kab kiya gaya 1865 106. Aam Aadmi Party ka chunav chin kya hai Jhadu 107. Type writer ka avishkar kisne aur kab kiya tha Peligrino ne 1808 me 108. Sachin Tendulkar ne aakhiri match kahan khela Mumbai me 109. Sachin Tendulkar ne apna aakhiri match kiske khilaaf khela West Indies 110. Bharat ka 29 va rajya kon sa bana hai Telangana 111. UNO ki full form kya hai United Nations Organization 112. Bukamp ka trivta maapne ke liya kis paimane ka prayog kiya jata hai Recter 113. Kis bhartiya rajya ki tat ( तट ) rekha sabse lambi hai Andhra Pradesh 114. Tehri Bandh kis nadi par bana hai Bhagirathi 115. Bhartiya Savidhan me rajya niti ke nirdeshak sidhant kis rashtra ka savidhan se liye gaye hai Ireland 116. Bharat ka Flying Sikh kise kaha jata hai Milkha Singh 117. Vaayumandal ki sabse nichali parat kon si hai Shobh Mandal 118. Bengal ka sabse pahla Governor General kon tha Waren Hostings 119. Nalanda Vishva vidyalaya kis rajya me sthit hai Bihar 120. Bharat ka pahla Nagar Nigam kahan sthapit hua tha Madras 121. Nakhoon me upsthit protein ka kya naam hai Carotin 122. Gas Cylinder me Gas ki leakage ka pta lagane ke liye kon se gandh yukt padarth ko milaya jata hai Ethelyn Marcaptan 123. Manushya shareer ka kon sa bhaag euriya banata hai Liver 124. Kaam karne ke baad Peshiyon me thakawat kyo mahsoos hoti hai Peshiyon me Lectic Amal ikktha ho jane ke kaaran 125. Maru Mahotsav kahan manaya jata hai Jaisalmer 126. Pakistan ka rashtriya khel kon sa hai Hockey 127. Pustak “One Night at Call Center” ke lekhak kon hai Chetan Bhagat 128. PT Usha ka pura naam kya hai Pilavullakandi Thekkeparambil Usha 129. Behrin ki Mudra (Currency) ka kya naam hai Dinar 130. Anna Hazare ka patrik gaanv Ralegan Siddhi kis rajya me sthit hai Maharashtra 131. Computer ko control karne wale program ka kya naam hai Operating System 132. Rashtriya chin ke niche likha gaya shabd “Satyamev Jayte” kahan se liya gaya hai Mundak UpNishad 133. Harit Kranti ki shuruwat kis varsh hui thi 1960 134. Sabse kathor (Hard) padarth kon sa hai Heera 135. Swaj Nahar kin do sagro ko jodti hai Lal Sagar aur BhuMadhya Sagar ko 136. Asia ko Europe se kon sa parvat alag karta hai Kakeshash 137. Asia shabd ki utpati kis bhasha ke shabd se hui hai Hibru bhasha ke Asu shabd se 138. Bharatiya sudhar samiti ki sthapna kisne kit hi Dada Bhai Naroji 139. Kis Rajya ki vidhan sabha ka karyakaal 6 varsh ka hai Jammu Kashmir 140. Bahart me kitne Rajya aur Kendra Shashit Pradesh hai 28 Rajya aur 7 Kendra shashit Pradesh 141. Abdul kalam Azad ko kis varsh Bharat Ratna Award se sammanit kiya gaya 1992 142. Oscar Puraskar kis shetra se sambandhit hai Film 143. Duniya ka sabse purana shahar kise mana jata hai Damascus 144. Sahad me paya jane wala meetha padarth ka kya naam hai Fructose 145. Taslima Nasrin ka sambandh kis desh se hai Bangladesh 146. Manushya ki aankh ki shamta kitni hoti hai 576 Mege Pixel 147. Kis desh ne Mahilayon ko pahle Vote karne ka adhikar diya hai New Zealand 148. Olympic me prayog hone wale paanch ring ka rang kya hai Black, Blue, Red, Green and Yellow 149. Modem ki full form kya hai Modulator and Demodulator 150. Kon sa Asian Desh “Land of Golden Pagoda” ke naam se jana jata hai Myanmar 151. Awarn Kamal Puraskar kis shetra se sambandhit hai Cinema 152. Ozon Parat kis Gas se bani hoti hai Oxygen 153. Bharat ka Spice State kis rajya ko kaha jata hai Kerala 154. Bharat ka 80% koyla kaha se aata hai Jharia aur Raniganj 155. Kon se desh me ek bhi cinema ghar nahi hai Bhutan 156. Rawan ke pita ka kya naam tha Vishrwa 157. Vishv me kitni bhasha boli jati hai 2,792 158. UNESCO ka Mukhyalaya kahan par sthit hai Peris (France) 159. Bharat me sabse pahli film kon si thi Raja Harishchandra 160. Ravinder nath Tagore ko Nobel Puraskar kab diya gaya tha 1913 me. 161. Film me Acting karte samay kritrim aansoo ke liye kya upyog kiya jata hai Glisrin 162. Sone ki khudai se charcha me aaye gaanv ka kya naam hai Daundiya Kheda 163. Narendra Modi kis rajya ke lagatar Mukhya Mantri bane rahe Gujarat 164. Kon si pahli bhartiya company thi jise Facebook ne kharida Little Eye Lab 165. Manmohan Sing Lagatar kitne varsh tak Pradhan Mantri rahe 10 Varsh tak 166. Prasidh Book “The Three Mistakes of My Life” par bani film ka kya naam hai Kai Po Chhe 167. Kis Bhartiya company ke MD ne haal hi me chat se kood kar aatmhatya ki thi TATA Motors 168. SAIL ki full form kya hai Steel Authority of India Linited 169. Delhi me Arvind Kejriwal ki sarkar kul kitne din chali 49 din 170. Mamta Banerjee ka sambandh kis political party se hai Trin-Mool Congress (TMC) 171. Gadar Party ki sthapna kis ke dwara ki gayi thi Lala Hardyal 172. Ghar me prayog kiye jane wale diye ki batti me tel kis prakar chadta hai Keeshika Kriya Dwara 173. Kis nadi ke pani ka prawah duniya ki anay nadiyon se jyada hai Amazon Nadi 174. Biogas kis kis ka mishran hai Methane, Hydrogen, CO2, Hydrogen Sulphide 175. China ka sabse prachin (Purana) Rajvansh kon sa hai Shong 176. Hindu Swaraj Book ke lekhak kon hai Mahatma Gandhi 177. Ashok Chakra me kitni teeliyan hoti hai 24 178. Uranium ka pramukh utpadak kon sa hai Canada 179. Rajiv Gandhi ke pita ka kya naam tha Firoz Gandhi 180. Saal ka sabse bada din kon sa hota hai 21 June
Posted on: Fri, 21 Nov 2014 16:09:36 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015