Hum se mat pooch rastay ghar k hum musafer hain zindagi bhar - TopicsExpress



          

Hum se mat pooch rastay ghar k hum musafer hain zindagi bhar ke kon suraj ki aankh se din bhar zakham ginta hai shab ki chadar ke sulah kar li ye soch kar main ne mere dushman na they baraber ke kudh se khemay jala diye main ne hoslay diekhna they lashker ke yeh sitaray yeh tottay motti! aqs hain mere didahay tar ke gar junoo muslehat na aapnaye sar se rishtay bohat hain pathar k hum bhi chuntay the sipiyan akser hum bhi maqrooz hain samander ke aankh ke gird matami halqay saye jaise jalae huwe ghar ke doston ki zuban tu khulnay do bhool jao ge zakham khanjer ke chand bhi zard peR gaya aakhir ujRay aangan mein roshni kar ke aankh nam bhi karo to bas itni rang pheekay parain na manzer ke.
Posted on: Sun, 11 Jan 2015 14:25:32 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015