I remembered one the funniest poem of my childhood and hope most - TopicsExpress



          

I remembered one the funniest poem of my childhood and hope most of them remembered it. I am sharing this with you let’s see the practical version of Paanch Choohe Ghar Se Nikle (Qadri, Sheeda tali, Ch.Pervez, Ch.Shujhat and Mr. U Khan) that will be release on 14th August and this will be going to happen to Azadi and Inqalabi march Paanch Choohe Ghar Se Nikle Karne Chale Shikar Eik Chooha Reh Gaya Peechhe Baqi Reh Gaye Char chaar chohay jo reh gaye baaqi lagay bajanay been aik chohay ko aagayi khansi baaqi reh gaye teen teen chohay jo reh gaye baaqi bolay ghar ko bhaag chalo aik chohay nay baat na maani baaqi reh gaye do do choohay jo reh gaye baaqi dono hi thay naik aik chohay ko kha gayi billi baaqi reh gaya aik aik chooha jo reh gaya baaqi kar li us nay shaadi beewi usay mili laraki yoon hui barbaadi
Posted on: Tue, 12 Aug 2014 13:36:56 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015