Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din Lagta nahi tha us ka dil mere - TopicsExpress



          

Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din Lagta nahi tha us ka dil mere bin Dosto se kaha karta tha wo b, Kiya ye b ji sakta hai mere bin Mazaq ban jaya karta tha jo Doston mein khud ko tanha samjta tha wo mere bin Isse hade diwangi kahoon ya pagalpan tasawar me wo batein kiya karta tha mere bin Wo mosmoon k badlny se darta nahi tha lekin bahar mein murjhaya karta tha mere bin Ab As tot gain uske aani ki Lagta hai Jina sekh chuka hai mere bin
Posted on: Fri, 28 Jun 2013 21:01:00 +0000

Trending Topics




© 2015